Apne Quotes

We've searched our database for all the quotes and captions related to Apne. Here they are! All 47 of them:

Zindgi to apne damm par hi jiyi jati hey..dusro k kandhe par tohh shirf janaje uthaye jate hey.
Bhagat Singh
maa tujhe salaam pher lete hai nazar jis waqt bete or bahu.. ajnabi apne hi ghar me hae ban jati hai maaa..
Muhammad Iqbal
Chal Chale Apne Ghar Humsafar
Neelesh Misra
Na Jahaan Bheed Ho Na Jahaan Bhar Ke Log Na Shehar Mein Base Laakhon Logon Ka Shor Chand Lamhen Tu Inse Mujhe Durr Kar Chal Chale Apne Ghar Hamsafar Chal Chale Apne Ghar Hamsafar!!!
Neelesh Misra
Kabhi Kuch To Kisi Ke Waaste Dil Se Dua Kar Lo, Yahi Insaaniyat Ka Farz Hai, Tum Bhi Ada Kar Lo, Koi Bhi Shakhs Duniya Mein Tumhein Chhota Nazar Na Aaye, Tum Apne Sochne Ka Daayra Itna Bada Kar Lo, Hamari Apni Fitrat Hai Wafa Karna, Wafa Kar Lo, Tumhari Apni Marzi Hai Wafa Karo, Ya Jafa Kar Lo, Ye Duniya Khubsoorat Hai Yaqeen Aa Jaayega Tumko, Kisi Se Dil Lagaane Ki Kabhi Koi Khata Kar Lo.
Galib Shayari
Kabhi tere shehar se guzarein toh parr lena inney, Maine hawaon pe apne kuch safarname likhe hain..
Jasz Gill
Is saal bhi tamaashe wohi puraane huye Na jaane kitne apne huye kitne anjaane huye
Wajid Shaikh
SUCH WAS HIS CONFIDENCE IN HIS FREEDOM THAT HE NEVER SPREAD HIS WINGS TO CHECK उसे इतना भरोसा था अपने आज़ाद होने पर की तमाम ज़िन्दगी उसने फैलाए ही नहीं पर USEY ITNA BHAROSA THA APNE AAZAD HONE PAR KI TAMAM ZINDAGI USNE PHAILAYE HI NAHIN PAR
Vineet Raj Kapoor
Kaash koi Kaash koi mujhe mere in andhero se bahar nikale, Haath pakde mera kuch der roshni me saath nibhale, Dar lagta aaj mujhe apni hi pechaan se, Kash koi mujhse meri hi pechaan chura le, Sahem jata hu mein aksar apni hi aawaj se, Kash koi mujhe apne aap se bacha le, Aaj har mehfil sunsaan hai, har rang berang hai Kash koi aa k mujhe apne rang me mila le, Kaash koi mujhe mere in andhero se bahar nikale, haath pakde mera kuch der roshni me saath nibhale,
Ratish Edwards
Kuch log mere qalam se seete hain apne zakhm, Kuch logo'n ko main chubhta hun ek nok ki tarah...
Nitya Prakash
Ek waqt tha jab jagaaya krte the raato me tum apne sath..!! Ek waqt hai jab jagaa rhe ho sirf apni yaado ke sath...!! Deepak si jalti thi tumhre sath...!! Ab bujh si gai hu tumhre jane ke sath...!! Muskura lete hai kabhi kabhi zamane ke sath..!! Kon samjhaye zamane ko ab tum nahi ho humare sath....!!
Vandana Pradhan
Aj fir kisi ne pucha karo ek sabad me baya apne mohobat koo.... Zuban par sirf tera naam aya....
Vandana Pradhan
Aaj fir se khamoshi chayi hai, Naa jaane kaisi udaashi aai hai! Khush hai zamana, khush hai apne, Naa jaane fir kyu ye dukh ki ghadi aai hai! Ruthe hai apne, adhure hai sapne, Aur waha dekho, jashan-e-bahaar chayi hai!!
Swastika Shikhar
Ye Khaaki Kaar-E-Ashiyaane me masroof hogaya, Ye mai ke is jaal me mashghool hogaya; Jab khuli nazar dekh apne aap ko hairat me rehgaya, Ye Fikr-E-Haal-E-Dil aur Khudi se mehroom rehgaya;
Qhavi Hussain
Most famous poetries and lines of Wajid shaikh 1. Waqt khraab tha isme sawaal kaisa Apne hi gair the isme malaal kaisa 2. Be-basi hain ek chuban si hain Khush hain par ek ghutan si hain 3. Hoti rahegi mulakaatein tumse Nigaaho se durr ho dil se nahi 4. Khamoshi se matlab nahi matlab nahi Matlab baato se hain,din toh guzar hi jaaege masla rato se hain 5. Chaand khud apne ujaalo ka nahi Tu khaakh hain kare,gumaan kaisa 6. Yeh kisne kaha ke woh tujhe dil se chah raha hain Kisi ko bhoolne ke liye woh tere pass aa raha hain 7. Phir har chiz se dil uth gaya Phir wahi uljhane humaari hain 8. Khwaab pasand hain mujhe Aksar wahi humari mulaaqat hoti hain 9. Khwaab hi aasra hain mulaaqaat ka Hui muddat ab khwabo mein bhi na mile 10. Kitna humne samjha hain naa hi aaj humne jaana hain Aasmaan ke aage bhi ek duniya hain,waha bhi ek zamaana hain 11. Khuda ke bando ka dil dhuka kar Khuda ko raazi karne chale hain log 12. Kuch logo se mil kar mene yeh jana Kuch logo se na milo toh behtar
Wajid Shaikh (Sukoon)
Gam o nashaat kii har rahguzar me.n tanhaa huu.n mujhe KHabar hai mai.n apne safar me.n tanhaa huu.nThe poet/lover says the he knows he is all alone in the journey of his life. There is no one to share his pain as well as happiness.
Makhmoor Saeedi
apne jalne me.n kisii ko nahii.n karte hai.n shariik raat ho jaa.e to ham sham.a bujhaa dete hai.nThe poet/lover takes pride in his self-control and says that he does not like to share his agony. When the pain of loneliness burns him in the desolate nights, he extinguishes the candle.
Ṣabā Akbarābādī
Ladkiyon ko lgta ki humein unka sharir chahiye Hn chahiye tumhara sharir Un aankhon mein kajal , Maathe pe choti si bindi, Kaanoo mein bali, Pairoon mein payal, Baloon mein gajraa, Hathon mein chudi aur menhdi Apne naam ki apne haathon se sawarna se sawarna kon nahi chahega, Kon nahi chahega tum jaise hoor ko sawarna jiske didaar ko khud a bhi taras jae Lekin.. Hr baat ka jawab thodi hota hai, Hr kisi se pyar thodi hota hai , Mohabbat kr baithe hai aapse Tumse he khubsurti wrna chaand thodi hota ...
Aariv Pandey
Tum to ratao me sapnoo se jagah te ho... Mare khayalo me aker apne dedar se tadpate ho... Apne mulakhato se mare rag rag me samate ho... Door hoker bahoot tadpate ho r pas aker apna ehsas delate ho...
Alisha
Shayero'n si Shayeri main karta chala gya, Mehboob ko bahoo'n mein bharta chala gya. Tha unko bhi Ilam iss mohabat mere dost, Par najane kyun woh apne aap se mukarta chala gya
Samar Sudha
Dil mein kuch arzoo hain nayi, kuch majbooriyan bhi saath hain Raaste do hain samne mere, dono hi mein kuch khaas hain Shukrguzaar hoon main aapka, iltija ye meri maan lein Kuch waqt ki kami padegi, ijazat mujhe thodi chahiye Kitaabon ka bhi bulaya hai, imtehaan ka bhi waqt aaya hai Apne hunar ko aazmana hai, par raasta mushkil dikhaya hai
Huzefa Nalkheda wala
Dil mein kuch arzoo hain nayi, kuch majbooriyan bhi saath hain Raaste do hain samne mere, dono hi mein kuch khaas hain Shukrguzaar hoon main aapka, iltija ye meri maan lein Kuch waqt ki kami padegi, ijazat mujhe thodi chahiye Kitaabon ka bhi bulaya hai, imtehaan ka bhi waqt aaya hai Apne hunar ko aazmana hai, par raasta mushkil dikhaya hai
Huzefa Nalkheda wala
Tumhare bina zindagi" Main tumhare sath hamesha hoon, bas ye baat samajh lo Meri mohabbat sacchi hai, is ko apna yaqeen maan lo Tumhare bina zindagi, bas ek khaali kitaab hai Meri har saans tumhare naam, is ko apna khwab maan lo Ye jo shak ke saaye hain, inhein tum door kar do Meri wafa ko samjho, meri jaan, is ko apna haq maan lo Main jo toota hoon, ye tumhare gham mein hai Meri mohabbat ki shiddat, is ko apni aas maan lo Tum se bicharna, ye mera naseeb nahi ho sakta Meri jaan, mere dil ki baat sun lo, mujhe apna naseeb maan lo Jo dard tumhare dil mein hai, wo mere dil mein hai Meri mohabbat ki gawahi, is ko apna sukoon maan lo Main tumhara tha, tumhara hoon, aur tumhara rahoonga Meri jaan, is haqeeqat ko apne dil mein amanat maan lo Ab jo dil mein basa hai, wahi rahega hamesha Mere ishq ki shiddat, is ko apni jaan ka hissa maan lo Shaista, meri pyari Shaista, bas itni si guzarish hai Meri jaan, mujhe apna samajh lo, aur kabhi chhod ke mat jao
Janid Kashmiri
Yaar, Dard to sab ko hota he. Koy ro ke batata he apni best friend ko. Ko muskurake ke batata he apne dil ko. Bath ye he dono sach or bharose mand hona chahiye. Alhamdullilah mere pass dono bhi he. Dil bhi or best friend bhi
-
Agar ap apni mehbooba se mohobat karte hain Aur apki mehbooba ap se mohobat karti hai. To kuch log apke saath khare honge aur kuch log apke khilaf. Agar ap ne aur apki mehbooba ne sabar se kaam liya aur sirf sabar lete rahe to ap apni mohobat ko paa lenge aur jo kuch apke khilaf honge wo apke samne haar jayenge aur wo majbor ho jayenge k ab ye log humare saath kya karege. Lehaza uske baad bhi apne kuch nahi karna bas ek dusre ko khush rakhna hai aur yahi ek sabar ja fun seekhna hai.k kon apka apna hai aur kon nahi.
Sher E Yazdan
Adjustable girls’ are desirable, good girls. The English word ‘adjust’ is used so often in raising good girls that it has become a Hindi word. Adjustable girls automatically change their bodies and behaviour to please others; they fit in anywhere and obligingly slip, slide, squeeze and shrink into the tiniest physical and psychological spaces. Beta, thoda adjust kar lo , darling, adjust a little. You learn it when sitting in a car, legs tightly squeezed together, while the men sit back with their legs apart; you learn   it when you can’t  wear tight clothes, pants or dresses in front of disapproving visiting relatives; you learn it when you are not allowed to speak back to that idiot   of an uncle who calls you dark, fat, hairy or stupid and pities you; you learn it when you are scolded for being upset about anything; you learn it as you watch your brother get the bigger chocolate or go to a better school or college and you pretend it does not hurt; you learn it when you are left at home but the boys go out; you learn it when your mother does nothing when your father    is rude to her, scolds her, demeans her or hits her. As many mothers say to their daughters, Apne aap ko thoda adjust kar lo , you adjust yourself. This is a deceptively benign way, bit by bit, to start erasing any signs of an independent self in girls. It teaches girls to discount themselves and makes girls available at a permanent discount in the world. In marriage it is reflected in dowries and at work in lower salaries.
Deepa Narayan (Chup: Breaking the Silence About India’s Women)
Na koi Pitaaji na koi Bhai. Aadmi ko Apne per khada hona hota hei. No Father and No Bother. Every Man has to stand up on his own feet.
Avijeet Das
Na koi Pitaaji na koi Bhai. Aadmi ko Apne per khada hona hota hei. No Father and No Brother. Every Man has to stand up on his own feet.
Avijeet Das
Main tha apne khet mein, tujhko bhi tha kaam, Teri meri bhool ka raja pad gaya naam.
Nida Fazli
sunā hai log use aañkh bhar ke dekhte haiñ so us ke shahr meñ kuchh din Thahar ke dekhte haiñ sunā hai rabt hai us ko ḳharāb-hāloñ se so apne aap ko barbād kar ke dekhte haiñ sunā hai dard kī gāhak hai chashm-e-nāz us kī so ham bhī us kī galī se guzar ke dekhte haiñ sunā hai us ko bhī hai sher o shā.irī se shaġhaf so ham bhī mo.ajize apne hunar ke dekhte haiñ sunā hai bole to bātoñ se phuul jhaḌte haiñ ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte haiñ sunā hai raat use chāñd taktā rahtā hai sitāre bām-e-falak se utar ke dekhte haiñ sunā hai din ko use titliyāñ satātī haiñ sunā hai raat ko jugnū Thahar ke dekhte haiñ sunā hai hashr haiñ us kī ġhazāl sī āñkheñ sunā hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte haiñ sunā hai raat se baḌh kar haiñ kākuleñ us kī sunā hai shaam ko saa.e guzar ke dekhte haiñ sunā hai us kī siyah-chashmagī qayāmat hai so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte haiñ sunā hai us ke laboñ se gulāb jalte haiñ so ham bahār pe ilzām dhar ke dekhte haiñ sunā hai aa.ina timsāl hai jabīñ us kī jo saada dil haiñ use ban-sañvar ke dekhte haiñ sunā hai jab se hamā.il haiñ us kī gardan meñ mizāj aur hī laal o guhar ke dekhte haiñ sunā hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkāñ meñ palañg zāviye us kī kamar ke dekhte haiñ sunā hai us ke badan kī tarāsh aisī hai ki phuul apnī qabā.eñ katar ke dekhte haiñ vo sarv-qad hai magar be-gul-e-murād nahīñ ki us shajar pe shagūfe samar ke dekhte haiñ bas ik nigāh se luTtā hai qāfila dil kā so rah-ravān-e-tamannā bhī Dar ke dekhte haiñ sunā hai us ke shabistāñ se muttasil hai bahisht makīñ udhar ke bhī jalve idhar ke dekhte haiñ ruke to gardisheñ us kā tavāf kartī haiñ chale to us ko zamāne Thahar ke dekhte haiñ kise nasīb ki be-pairahan use dekhe kabhī kabhī dar o dīvār ghar ke dekhte haiñ kahāniyāñ hī sahī sab mubālġhe hī sahī agar vo ḳhvāb hai tābīr kar ke dekhte haiñ ab us ke shahr meñ Thahreñ ki kuuch kar jaa.eñ 'farāz' aao sitāre safar ke dekhte haiñ
Ahmad Faraz
Kuch dhundhla sa yaad hai; kuch dhundhla sa he dekhti hun; woh sehmi si andheri raat, woh aik ajeeb si khamoshi aur phankay ki ahista se chalne wali bechain awaaz. Khirki per nazar pri to yun lga jese chand or sitaron ki lapait mein mehfooz hun mein; lekin achanak woh jo aik dastak hui aur dill ki dharakne ki raftar kuch tez maloom hui balkay khassi tez maloom hui ese jese kisi ne mun per hath rakh dya hou; tharthrahat aur ghabrahat k sath awaz halak se nikal rhi hai lekin koi sunne wala nahi ya awaz he nahi thi. woh khamosh si aah-o-pukaar, woh nazron ka gir jana, aur honton ka khushk hojana; woh jo yun mehsoos hua k shayad kisi ki mojoodgi ka najaiz ehsas hua, kisi ka hona na gawaar kya, na zeb lga; khassa haya ka daman chaar hou rha tha, kaheen badboo si mehsoos hui; shayad woh qatal-e-khass ho rha tha, khuda dekh raha tha; uski woh garam sansain aur meri khamosh siskyan; laal joray per kali siyaahi ka rung charh raha tha, woh jora mehaz aik hawa ka jhonka sa mehsoos hua jo tez andhi ki nazar hogya; woh kaheen mehfil-e-khass loot raha tha, mein usi mehfil mein khud ko zinda dargor ker rhi thi; aur kaheen chambeli ka phool murjha gya, baghbaan kahan tha? Koi to dastak thi jiske hone per yun lga, woh jo me mehfooz thi apne he ghar mein woh mehaz aik khayal tha; aik veham-o-ghuman tha; jo kaheen us raat k andhere mein dher hogya.
Sheikh fatyma
इतिहास सफल लोगों के सुकृत्यों की आराधना और कुकृत्यों के औचित्य-स्थापना का ही दूसरा नाम है।
भगवान सिंह [Bhagwan Singh] (अपने अपने राम [Apne Apne Ram])
ग्रहों-नक्षत्रों की गणना बहुत सरल है, लक्ष्मण। उनकी नियत कक्षाएँ हैं और नियत गतियाँ। अंक ज्ञान से एक मूर्ख भी इनकी स्थितियों का पता लगा सकता है। पर यहाँ, इस धरती पर, मनुष्यों और मानव समूहों की गतिविधियों और इनसे नित्य परिवर्तित होने वाली परिस्थितियों की गणना गणित के सूत्रों से भी सम्भव नहीं है और उनका सूक्ष्म अध्ययन और विचार किए बिना कोई क़दम उठाना निरापद नहीं है।
भगवान सिंह [Bhagwan Singh] (अपने अपने राम [Apne Apne Ram])
Waqt khraab tha is mein sawaal kesa, apne hi gair teh, isme malaal kesa
Wajid Shaikh
Tu vahan, aur mein yahan, Beet Gaya ye waqt , na Jane kaise Kahan, Milo ki hai ye dooriyan, baato mein hai mazbooriyan, Sapno k peeche ki ye daud, Bante toot-te Rishtey har ek mode, Zindagi se Tej bhaagte, Kambhakt waqt ki ye pair, Na Jane kab ye rukega, kismat ka hamse ye bair, Aa ab Laut chale hum, jahan se hum tum they aaye, Chod ye naye anjaane rishtey, Chal dohrayen Apne bachpan k kissey, Tu vahan, aur mein yahan, Beet Gaya ye waqt , na Jane kaise Kahan
Ratish Edwards
Dunya Ma Sab Sy Tez Raftar Chiz Dua Ha Jo Dil Sy Zaban Tak Ponchny Sy Phaly Allah Ky Pas Ponch Jati Ha دنیا میں سب سے تیز رفتار چیز دعا ہے جو دل سے زبان تک پہنچنے سے پہلے اللہ تعالی کے پاس پہنچ جاتی ہے Tuba Ruu Ka Ghosal Ha Jatni Bar Kia Jay Ruu Ma Nikhar Paida Huta Ha توبہ روح کا غسل ہے جتنی بار بھی کی جائے روح میں نکھار پیدا ہوتا ہے Allah Ki Raymat Ki Phali Nishani Ye Ha K Ensaan Ku Apne Aayb Nazr Any Shuru Hu Jaty Han اللہ کی رحمت کی پہلی نشانی یہ کہ انسان کو اپنے عیب نظر آنے شروع ہو جاتے۔ Allah Ky Faysluu Pr Yakeen Rakhu Zindagi Bhot Asaan Hu Jay Gi اللہ کے فیصلوں پر یقین رکھو زندگی بہت آسان ہو جائے گی Ghamu Ki Raa Pr Bary Sakoon Sy Chalu Keu ky Ye Raa Allah Ku Kareeb Kr Dati Ha غموں کی راہ پر بڑے سکون سے چلو کیوں کہ یہ راہ اللہ کو قریب کر دیتی ہے Ma Roz Ghuna Krta Hu Wu Chupata Ha Apni Raymat Sy Ma Majboor Apni Aadat Sy Wu Mashoor Apni Raymat Sy میں روز گناہ کرتا ہوں وہ چھپاتا ہے اپنی رحمت سے میں مجبور اپنی عادت سے وہ مشہور اپنی رحمت سے Ju Allah Ky Diyay Huway Rizk Ko Kafi Samjy Wu Zindagi Ma Kbi Kisi Ka Motaj Ni Huta جو اللہ کے دیئے ہوئے رزق کو کافی سمجھے وہ زندگی میں کبھی کسی کا محتاج نہیں ہوتا Sabr 1 Sawari Ha Ju Kbi B Apny Sawar Ko Girny Nahi Dayti Na Kisi Ky Kadmoo Ma Na Kisi Ki Nazroo Ma صبر ایک ایسی سواری ہے جو کبھی بھی اپنے سوار کو گرنے نہیں دیتی نہ کسی کے قدموں میں نہ کسی کی نظروں میں For more urdu quotes and urdu poetry visit my WEBSITE urdupoetryweb.com
Hammad Baig
The sensory cortex is arranged in a specific pattern forming a corresponding "map" of the body (see the homunculus in Fig. 23-1). Pain in the right hand is perceived at its specific spot on the left cortex map. Some organs are absent from the brain map such as the heart, liver, or spleen. You know you have one but you have no "felt image" of it. Pain originating in these organs is referred because no felt image exists in which to have pain. Pain is felt "by proxy" by another body part that does have a felt image. For example, pain in the heart is referred to the chest, shoulder, and left arm, which were its neighbors in fetal development. Pain originating in the spleen is felt on the top of the left shoulder.
Carolyn Jarvis (Physical Examination and Health Assessment)
क़ैद का मक़सद अपने ख़्वाब को हासिल करने का रास्ता तलाशना है Quaid ka maqsad apne khwab ko haasil karne ka rasta talashna hai LEADERSHIP IS ABOUT NEGOTIATING YOUR WAY TO YOUR VISION. Leadership is not about changing rules, giving direction. It is about facing the lobbies and negotiating your way to your vision
Vineet Raj Kapoor
Mai Toh Namaazi Naastik, Mujhse Nahi Apne Khuda Se Dar Tu!
Manthan R. Sheth
Bujhi shama bhi jal sakti hai Toofaano se bhi kashti nikal sakti hai, Hokar maayus yun náa apne iraade badal Teri qismat hai bhai… kabhi bhi badal sakti hai.
motivationalquotesinhindi.site
Like or Comment karo ya na karo But padh lo Ek baar.. . . Bete Ne Maa k Kandhe Pe Apna Sar Rakh Kar Poochha: “Maa Kab Tak Apne Kandhe Pe Sone Dogi ?” . . . . MAA Ne Hanste Howe Kaha “Jab Tak Log Mujhe Kandhon Pe Na Utha Lein.” . . . . Respect ur parents... . plz agar kuch de ni sakte ho to unhe hurt bhi kabhi na karna .
Ali Azlan Bhalli
Koi Kisi Ka Dost Nahin Tanha Raahi Sub Apne Safar Main
Ali Asim Kazmi
Kyu ki hm log kosis hi ker sakte hai or ya to apne sunna hi hoga ki kosis kerne waalo ki haar nhi hogi.To fir aap thoda rukiye yaha kosis ke sath Think bhi kaam aayegi jesi apki Think wesa hi apka dil hoga.Isliye sabse pehle apni Think ka daaira jo bhut kam hai use badaaiye jitna apne pyaar ko samjho ge.Utna hi apke pyaar ka ehsaas badta jaayega. Zindagi kam pad jaati hai use samjhne ke liyee.Pyaar esa honaa chahiye aager ak ko dard ho to dusre ko ehsaas ho jaaye aager ak ko yaad aaye to dusra tadap uthe .Kabhi hua hai apke sath aager haa to aap pyaar ke samunder me ho ab bas us samunder ko apni mutthi me kerna hai. Mene to pehle hi bola tha jitna samjho ge utna hi kam hai Or kabhi pyaar khuch paane ki umeed se nhi kerna chahiye.
Ashutosh Chaudhary
Kyu ki hm log kosis hi ker sakte hai or ya to aapne suna hi hoga ki kosis kerne waalo ki haar nhi hotti. To fir aap thoda rukiye yaha kosis ke sath think bhi kaam aayegi jesi apki think wesa hi apka dil hoga. Isliye sabse pehle apni Think ka daaira jo bhut kam hai use badaaiye jitna apne pyaar ko samjho ge.Utna hi apke pyaar ka ehsaas badta jaayega. Zindagi kam pad jaati hai use samjhne ke liyee. Pyaar.... Esa honaa chahiye aager ak ko dard ho to dusre ko ehsaas ho jaaye aager ak ko yaad aaye to dusra tadap uthe. Kabhi hua hai apke sath aager haa to aap pyaar ke samunder me ho ab bas us samunder ko apni mutthi me kerna hai. Mene to pehle hi bola tha jitna samjho ge utna hi kam hai Or kabhi pyaar khuch paane ki umeed se nhi kerna chahiye.
Ashutosh Chaudhary
Jab Uska Janam Hota Hai Or Wo Is Duniyaa Me Aata Hai Ye Soch Kr Ki Bhaher Ki Duniyaa Bhut Khubsurat Hai Or Sidhe Apni Maa Ke Haatho Me Aaa Jata Hai Use Itna Pyaar Milta Hai Ki Uski Ankhe Bher Aati Hai Apne Maa Ko Itna Khush Dekh Kr Use Ehsaas Hota Hai yahi Hai Jisne Mujhe Itne Saalo Se Apne Sheene Se Laga Kr Rakhaa Hai Or Uske Liye Wo Duniyaa Ki sabsee Anmol Cheez Hai Use Nhi Pata Ki Wo Kon Hai Bs Ak Ehsaas Hai Jo Use Us Se Jodta Hai Poori Duniyaa Me Use Khuch Dhikhta Hi Nhi Jese Wo Apni Aankhe Band Kr Ke Apne Ehsaas Ke Sath Judaa Ho Or Us Ehsaas Se Kabhi Alag Nhi Hota Chahta.
Ashutosh Chaudhary
MEIN PIS CHUKA HUN Duniya ki iss reet se, Rishton ki iss preet se, Mooh se, man meet se, Mein pis chuka hun. Jhuti muskurahat mein, Dil ki her chaahat mein, Dard ki is parwaahat mein, Mein pis chuka hun. Mitti se bane wajood mein, Sapnon ke thake usool mein, Aansu ki har boond mein, Mein pis chuka hun. Guzar gayi jo rahein thi, Khwabon ki jo baahein thi, Khoye hue fasane ki raahein thi, Mein pis chuka hun. Duniya ke rangon se door hoon, Apne hi rang mein choor hoon, Bas khamoshi mein purzor hoon, Mein pis chuka hun. Khatam hui umeedon ki baat, Rishton ka har pyaala saath, Dil ke har zakhm ki baat, Mein pis chuka hun. Mujhe yun hi rehne do ab, Apni tanhaayi mein jeene do ab, Is fasane se rukhsat lene do ab, Kyunki, mein pis chuka hun.
Janid Kashmiri
Dil Mai Mano Sailab Utha Tha, Khudka Halath Dekh Mann Mera Rutha Tha, Laga Aise Ki Juban Ki Saari Jeher Nikal Dun Kisi Prr, Parr Saath Koina , Mai Akela Hi Apne Halathon Ko Lekr Betha Tha...
M.D Taufik