Kabhi Kabhi Quotes

We've searched our database for all the quotes and captions related to Kabhi Kabhi. Here they are! All 64 of them:

Zindagi ko badalne me waqt nahi lagta, Par kabhi kabhi waqt ko badalne me zindagi lag jati hai!!
Sudeep Nagarkar (You’re the Password to My Life)
Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa.. Pahale se maraasim na sahii phir bhi kabhi tou rasm-o-rahe duniya hi nibhane ke liye aa.. Kis kis ko batayenge judaai ka sabab ham tu mujhse khafaa hai tou zamaane ke liye aa.. kuch tou mere pindaar-e-mohabbat ka bharam rakh tu bhi to kabhi mujh ko manaane ke liye aa.. ek umr se hoon lazzat-e-giriyaa se bhi maharuum aye raahat-e-jaan mujh ko rulaane ke liye aa.. ab tak dil-e-khushfeham ko tujh se hain ummiden ye aakharii shammen bhi bujhaane ke liye aa ....
Ahmad Faraz
Muhabbat jin ky saath hoti hai, woh kabhi tanha nahi hoty. muhabbat unhen kabhi tanha hony nahi deti.
Farhat Ishtiaq (Dil Se Niklay Hain Jo Lafz / دل سے نکلے ہیں جو لفظ)
Kabhi Kuch To Kisi Ke Waaste Dil Se Dua Kar Lo, Yahi Insaaniyat Ka Farz Hai, Tum Bhi Ada Kar Lo, Koi Bhi Shakhs Duniya Mein Tumhein Chhota Nazar Na Aaye, Tum Apne Sochne Ka Daayra Itna Bada Kar Lo, Hamari Apni Fitrat Hai Wafa Karna, Wafa Kar Lo, Tumhari Apni Marzi Hai Wafa Karo, Ya Jafa Kar Lo, Ye Duniya Khubsoorat Hai Yaqeen Aa Jaayega Tumko, Kisi Se Dil Lagaane Ki Kabhi Koi Khata Kar Lo.
Galib Shayari
Taalim-o-tadrees ki barhi bad naseebi yeh hai ky aam ustaad amuman oast darjay ka shakhs hota hai aur woh zehni, jismani aur jazbaati tor per lakiir key fakiir qisam ki batin sochta hai. Isy zabt-o-nazam sy middle calss logo sy aur parhaku talbah ko parhany sy muhabbat hoti hai. Lykin sara din woh barhi qadar awar shakhsieto aur in ky karnaamo ki misalen dyta hai. Aysy log jinhuny kabhi mawshray ky saath mutabqat na ki. aam tareen hoty hoy woh aysy logo ki taalim-e-aam kerta hai jin ki satah per woh soch bhi nahi sakta , jin ki satah per woh soch bhi nahi sakta. Is ka apna kirdaar in bechu ko aam banany per masar rehta hai aur iski taalim bechu ko khaas banany per uksati hai. School sy bhaag jany waly bechu ki jagah school mai nahi hoti lykin inhi baaghi bechu ko bench per kharha ker ky in azeem shakhsieto ki rosahn misalen di jati hain jo khud school sy bhagy hoty hyn. Woh bechu ko geniouses ki kitaaben padha ker aam bnany ki koshish kerta hai aur yehi taalim ka sub sy barha almiyah hy." Bano Qudsia
Bano Qudsia (Raja Gidh / راجه گدھ)
har baat kahte ho juban se mujhe tum... Kabhi apna haal bejuban bhi to bata dil..
Naresh Sharma
Andhero mein hoti hai yu'n guftugu, k andhera bhi kehta hai ki main na dhaloo'n kabhi
Samar Sudha
Kabhi tere shehar se guzarein toh parr lena inney, Maine hawaon pe apne kuch safarname likhe hain..
Jasz Gill
Kabhi dekh khud ko bhi shauq-e-mohabbat se, Vaise toh duniya main tere talabghar bahut hain..
Jasz Gill
Kabhi kabhi beintehaan mohabbat bhi, Thodi reh jaati hai...
Anubhav Agrawal (Why Not Me?: A feeling of Millions (Hinglish))
Main kabhi bhoolunga na tujhe Chahe tu mujhko dena bhula Adatein jaise hai tu meri Adatein kaise bhuulon bhala
Irshaad Kamil
Ey kitaab-e-hasti tu bhi khul kabhi..Tere kisi safey pe meri khud se mulaqaat ho...
Jasz Gill
Phoolo ki tarah phir khilege hum Saayad kabhi phir milege hum
Wajid Shaikh
Kabhi yeh fikar,kabhi woh musibat Zindagi kya yunhi guzarne waali hain
Wajid Shaikh (Her name is moon)
Samundhar se pooch raha hoon uski dayar kya hai... Jaise aashiq khuda se pooche khumaar-e eshgh ki wajah kya hai... Mudda ek kaash se lekar doosre kaash tak ka hi toh hai.. Toh kabhi zahir kar mijaaz main teri raza kya hai...
Jasz Gill
TUJHE WAPIS MEIN LAUN KAISE... Tere bin jeena is dil ko sikhaun kaise, Hoon dil shikasta, tujhe wapis mein laun kaise, Tujhe yaad kar k jo girtay hein aansu mere, Dunya walon se unko chhupaun kaise, Baad tere jo kuch bhi hai beeta mujh par, Dastaan wo mein tujh ko sunaun kaise, Wo jo soya tu us din to na utha kabhi, Raha sochta mein k tujh jo jagaun kaise, Poochtay hein yeh jo mujh se k tu kaisa tha, Teri azmat ka inko bataun kaise, Tujhe bichhray ik arsa ab hone ko hai, Magar is dil ko yeh yaqeen mein dilaun kaise, Chehray ki is hansi pe na jao yaaron, Tum ko dil k zakham mein dikhaun kaise, Tere hone se hi hansta tha yeh dil saadi, Hoon pareshan ab isko hansaun kaise…!
Saad Salman
Use door se hi dekhta raha bas yuhi waqt katta raha Na jaane kyu nigahe thami rahi bas uske chahre pe hi thami rahi Kabhi Chand samajhkar to kabhi chandani Hum use dekhte rahe tarjeeb se par kabhi socha na tha ki unka kabhi didar hoga itne kareeb se
Film-Table No 21 Indian
Dard baantne se Kam hota hai, jitna baanto utna kum. Par hamesha aisa nahi hota, kabhi kabhi dard ho hota hai par zubaan se bahar nahi aa pata, kyunki hamara dard hume sambhalta hai, sikhata hai. Iss tarah k dard ko likh dena chahiye, ye vo dard hai vo sirf likh k kum hota hai.
Ratish Edwards
Kabhi kabhi mujhe lagta hai, mushkil bada hai tujhko pana, Kabhi kabhi mujhe lagta hai, mushkil bada hai tujhe ye samjhana, Kabhi kabhi mujhe lagta hai, mushkil bada hai tujhe ye batana, Kabhi kabhi mujhe lagta hai, Bada hu pagal mein tera dewana, Kabhi kabhi mujhe lagta hai, Sabko chod kar bas tujhe hai apnana, Kabhi kabhi mujhe lagta hai, Rakh du kadmo mein tere sara ye zamana, Kabhi kabhi mujhe lagta hai, Bada hoga mushkil tere bina jee pana, Kabhi kabhi mujhe lagta hai, Kahin duniya bhula na de hamare pyaar ka ye afsana, Kabhi kabhi mujhe lagta hai, Har dard ko bhool bas tujhse hai rishta nibhana, Kabhi kabhi mujhe lagta hai, Teri har shikayat aur gum ko hai mujhe mitana, Kabhi kabhi mujhe lagta hai, Kabhi kabhi mujhe lagta hai
Ratish Edwards
Uski Aankhen masoom bache si muskurati, kabhi shararti si apni hi dhun mein gunn gunati. kisi ke ishq mein sitaron si chamakti, toh kabhi dard se bhar kar khoob chalakti. chup chaap khoi si, har pal jaise kuch dhoondti, lafzon se parda karti, phir bhi sab kuch bolti. aaine sa sacha bayaan hai, yeh aankhein uski rooh ki zaabaan hai
Henna Sohail
Ek waqt tha jab jagaaya krte the raato me tum apne sath..!! Ek waqt hai jab jagaa rhe ho sirf apni yaado ke sath...!! Deepak si jalti thi tumhre sath...!! Ab bujh si gai hu tumhre jane ke sath...!! Muskura lete hai kabhi kabhi zamane ke sath..!! Kon samjhaye zamane ko ab tum nahi ho humare sath....!!
Vandana Pradhan
Dur se samandar ki gahrai naapne walo Kabhi pani me utar kar to dekhoo.. Mohobat par gyan dene walo Kabhi mohobat kar ke to dekhoo.. Asan nahi hai ese rah par chalna jo apki manzil nahi.. Kabhi bina manzil-e-chahat ke chal kar to dekhoo....
Vandana Pradhan
Maut aur tatti kabhi bhi aa sakti hai,’ said Javed, my guide on the Kolahoi glacier trek in Kashmir, as he quickly ran behind a rock.
Rujuta Diwekar (Don't Lose Out, Work Out!)
Rakhiye Dil ko Chaman sa, Kabhi ek sa Mausam na thahrne paaye.
Dharmendra Mishra (Meri Sookshma Anubhooti)
Dar Mano, Ser Humano (The Sonnet) Kafir Biraz, peygamber biraz! İyi insan olmak için ikisi de lazım. Kısmet to some, kıyamet to some! That's how we come to life beyond all ism. Diablo para algunos, santo para algunos. It's all our mess, so las respuestas somos. Fairytales work best when vegetables sleep. Pero te digo hoy - dar mano, ser humanos. Infidel to some, gospel to some! That's the cross a reformer got to bear. The Nazarene already did his bit for the world. It's time for new humanitarians to give a shoulder. We are the message, we are the messenger. Kabhi hum kafir, kabhi peygamber.
Abhijit Naskar (Divane Dynamite: Only truth in the cosmos is love)
Kabhi mehfile pyaari thi humey Ab tanhaaiyoo se pyaar hain
Wajid Shaikh (Her name is moon)
Thoda Rukh sakti ho? "Waqt nahi hai" "Hamse udhar lelo" "Chuka nahi paungi" "Fir kabhi chuka dena " "Kya hum phir milenge??" "Haan hum phir milenge' "Tab sab kuch kitna naya hoga na !" "Hum purane hi rahenge "Kyu" "Purana sawal jo puchna hoga " Konsa "Thoda Rukh sakti ho kya??
Aariv Pandey
Namumkin kuch bhi nhi h,hum wah sab kuch kr skte hain jo hum soch sakte h,wah Bhi soch sakte h jo hmne kabhi socha nhi ki sab kuch sambhav h
Abhimanyu Kumawat
Aate nahin hain tang kabhi zindagi se hum, Nazdik gam ko rakhte hain apni khushi se hum.
Ashok Sahni
Ab ke ham bichhde to kabhi khabon me mile Jis tarah sukhe hue phool kitabon me mile
R.K. Das (Essays on Poetry and Music of Indian Ghazals)
Tum roth jao mujh se aesa kabhi na karna Main ek nazar ko tarsoun aesa kabhi na karna
Zakiya and Majid
Tum chale jao jab bhi, dekho tumhara rasta Zaik tum lout ke na aao aesa kabhi na karna
Zakiya and Majid
Kabhi Kabhi isi khumaar main dekh leta hoon sitaron ko.. Woh bhi mujhe dekhney ki aarzoo main jal rahe hongey..
Jasz Gill
Aatish hoon toh jaley bina bujhney wala nai hoon... Parta rahoonga falsafa-e-zindagi aakhir tak... Main kisi ek warq par rukney wala nai hoon... Tootney ke khauff se waqif hoon raqeeb ki tarah... Magar yakeen rakhta hoon ke bikharney wala nai hoon.. Manzil ko kabhi issi shauq se taih hi nai kiya... Jaanta hoon, Main kisi ek meel pathar par thehraney wala nai hoon...
Jasz Gill
kabhi itni khushi hui ki apko ronaa aa gaya ho ! Jise pyaar me dard hota hai use pyaar me wo khushi nhi mili jo us insaan ko mili jo khushi me bhi royaa hai
Ashutosh Chaudhary
Ye khahaani us ladki ki hai jisne kabhi kisi se pyaar kiya tha or kerti hai or kerti rahegi. Usne kabhi khuch maaga hi nhi tha zindaagi se. Bs ak hassi jo wo us insan ke chahre per dekhna chahti thi jise dekh kr uska chehra khil jaata tha. Jiske liye wo sab khuch h uski zindaagi. ! Jese kisi pyaase ko pani mil jaaye or use santusti mil jaati hai Asi hai isaki khahaani. comig up...
Ashutosh Chaudhary
Talvin Singh, Thievery Corporation, A.R. Rahman, AmarBaaba Maal, Asian Dub Foundation, Autechre, Badmarsh and Sri, Bjork, Black Star Liner, The Blue Nile, Boards of Canada, The Chemical Brothers, Dead Can Dance, The Fake Portishead, Future Sound of London, Godspeed You! Black Emperor, Goldfrapp, Jamyang, Joi, Jeff Buckley, Kabhi Kushi Kabhie Gham: original movie soundtrack, Nitin Sawhney, Nusrat Fateh Ali Khan, Rakesh Chaurasia, Sigur Rós, State of Bengal.
Ian McDonald (River of Gods (India 2047, #1))
kabhi meri yaad aaye to muskara dena chahe chaho ya na chaho muskara dena... tum muje aapne sath paoge sahe sukh ho ya dukh... kabhi dukh me ho to aak bar yead kar lena dor k chala jounga chahe me kabar par hi kyu na rahu......
Himangshu Rabha
Kitne saleeke, iss zindagi ke.. Logon ne sikhaaye, kuch hum ne gir ke seekhe. - Gairon ne haske, kaafi gham baante.. Thode doston ke, hisse se chaante! --   Kitne saleeke, iss zindagi ke.. Logon ne sikhaaye, kuch hum ne gir ke seekhe. --- Jeene ke tareeqe, khusi mein ro ke.. They Kabhi tanha, bheed mein hoke. Uljhi ranjishein, dil se bhulaake.. Haar ko muskuraate, Gale lagaake. - Kuch dard piye, jhoothey sach kadwe.. kabhi hasi ke pal, thode feeke feeke.. --   Kitne saleeke, iss zindagi ke.. Logon ne sikhaaye, kuch humne gir ke seekhe.
Vikrmn: CA Vikram Verma (Once Upon A Hum - Strings)
Dua" Yeh jo rahein tumne li hain Hum duago hain yeh sab hamwaar hon Khawab jo tumne sanware the dil mein Woh haqeeqat ki soorat namoodar hon Har qadam par mile tumko kamiyabi Zindagi mein khushi ke hazaron bahar hon Har museebat se tumko bachaye Khuda Saya-e-Rehmat tum pe hamesha barqarar hon Aaney walay dino mein ho roshan safar Tumhare liye khushi ke ambaar hon Yeh jo ilm ka khazana tumne paya hai Iski roshni tumhare gird hisaar ho Tum jahan bhi jao, roshni ho har qadam Andheron se tumhara koi wasita na ho Mohabbat ki khushboo tumhare sang chale Har dil mein tumhare liye pyar ho Gham ke saaye kabhi tum par na aayein Tumhari zindagi hamesha khushgawar ho Humari duaein hain, har pal tumhare saath Tumhari har dua bhi qubool o aashkaar ho
Janid Kashmiri
Tumhare bina zindagi" Main tumhare sath hamesha hoon, bas ye baat samajh lo Meri mohabbat sacchi hai, is ko apna yaqeen maan lo Tumhare bina zindagi, bas ek khaali kitaab hai Meri har saans tumhare naam, is ko apna khwab maan lo Ye jo shak ke saaye hain, inhein tum door kar do Meri wafa ko samjho, meri jaan, is ko apna haq maan lo Main jo toota hoon, ye tumhare gham mein hai Meri mohabbat ki shiddat, is ko apni aas maan lo Tum se bicharna, ye mera naseeb nahi ho sakta Meri jaan, mere dil ki baat sun lo, mujhe apna naseeb maan lo Jo dard tumhare dil mein hai, wo mere dil mein hai Meri mohabbat ki gawahi, is ko apna sukoon maan lo Main tumhara tha, tumhara hoon, aur tumhara rahoonga Meri jaan, is haqeeqat ko apne dil mein amanat maan lo Ab jo dil mein basa hai, wahi rahega hamesha Mere ishq ki shiddat, is ko apni jaan ka hissa maan lo Shaista, meri pyari Shaista, bas itni si guzarish hai Meri jaan, mujhe apna samajh lo, aur kabhi chhod ke mat jao
Janid Kashmiri
Kabhi araju thi hamari, Ki har koi jane mujhe tere naam se, Araju to puri hui hai hamari, Tere naam se hi pahechan hai hamari, Pr bina tere saath ki jindagi hai hamari
Bharati Waghchaure
Kabhi yeh fikar kabhi woh musibat Zindagi kya yunhi guzarne waali hain
Wajid Shaikh (Her name is moon)
Market aapko aapke bewakoofiyan aur aaiyashi ke liye kabhi paise nahi degi. Product Mei value honi chahiye.
Ashneer
asked my mother if her mother, my Nani, had given her any advice when she got married. She said, ‘ Ek hee cheez boli, kabhi jawab nahin dena, kisi ko bhi . She said only one thing, never answer back, to anyone. Jawab nahin dena
Deepa Narayan (Chup: Breaking the Silence About India’s Women)
Zindagi ki train per sawaar, hawa k woh zor se jhonkon se urne wali zulfon ne kuch rukh badalti hue raston ki yaad dilaye; asman to aik he tha lekin badalte hue rung aur yadain. Woh radio per lgi hui dhun aur train k chalne ki awaz kuch mukhtalif theen lekin unka aik sa he taluq mehsos hua. Kahan zindagi ruk si gyee thi; tham sa gya tha karwan; thehar se gye the kam;chalti rhi hawa; khilte rahe phool. Ehsas hua k zindagi to mukhtasir he rahi hamesha; farq itna hai k masroofiat ne kabhi yeh mehsoos krne ka waqt he nahi dya. Kya waqt ka paheya yun ghooma k dunya ruk si gyi aur zameen-o-asmaan ne sans lena shuru kardya jo shayad kaheen ruk sa gya tha. Kaheen woh taluq aur rabta thehar sa gya; woh zindagi ki tez raftar kaheen halki hote hue mehsoos hone lgi; kuch muktalif sa lgne lga waqt shayad kaheen woh tez hawa jo andhi k manind thi woh ub tham si gyi thi. zindagi ne naya rukh le lya; aur insan heraan hogye.
Sheikh fatyma
Koshish karnewalon ki kabhi haar nahi hoti.
Harivansh Rai Bachchan (दो चट्टानें)
One thing I will never come to know. That I am dead. One thing one never knows. When is it that they are dead. एक चीज़ हमें कभी मालूम न होगी, के कब हम नहीं हैं EK CHEEZ HAMEIN KABHI MALOOM N HOGI, KE HUM NAHIN HAIN
Vineet Raj Kapoor
Mere Prabhu, Mujhe itni unchai kabhi mat dena, Gairon ko gale na laga sakoo, Itni rukhai mat dena. [My Lord, Never let me climb so high that I can’t bend down to embrace another human, Deliver me from such arrogance.]
Kingshuk Nag (Atal Bihari Vajpayee: A Man for All Seasons)
Gairo ki baato pe itna aitbaar na laaya kar, dil ki sunn kabhi phir dimaag lagaaya kar
Wajid Shaikh
SAD SHAYARI taras aata hai mujhe masoon si palkho par jab bheeg kar kahti hai ke ab aur roya nahi jata aye hawa unse kahde kabhar meri maut ki aur son kahena ki kafan ki khuwaish mein meri laash unke aanchal ka intezaar kar rahi hai SAD SHAYRI Yeh Tuɱ Se keh Diya kis Ne, ke Baazi Haar Baithay Huɱ! Abhi Tuɱ Pay Lutanay ko Humari Jaan Baqi Hai. SAD SHAYARI Usse yeh weham hai ke ɱai usse chor na paaungi Huɱe ye khauf hai ke r๏yega azɱa ke mujhe !! Jise Tum Sacche Dil Se Pyar Karo Use Kabhi Mat Aazmana…! Kyo Ki Agar Woh Gunehgar Bhi Hua Toh Dil Tumhara Hi Tutega
Hinsmeer.blogspot.com
Jeevan ek nadiya ki dhara si he Jaane kitne ghaat se ho kar aage badhta chala jata he Par kabhi ek ghaat pe na rukta he Na kisi ghaat pe kabhi laut ta he Bas aage badhta chala jata he
Sasa Acharya
Bujhi shama bhi jal sakti hai Toofaano se bhi kashti nikal sakti hai, Hokar maayus yun náa apne iraade badal Teri qismat hai bhai… kabhi bhi badal sakti hai.
motivationalquotesinhindi.site
Insaan Bhi Kitne Ajeeb Hotey Haan, Kabhi Khud Ko Dusro Mein Talaashtey Haan, Toh Kabhi Dusro Ko Khud Mein Talaashtey haan... Par Kabhi Khud Ko Khud Mein Nahi talaashtey.. Insaan Bhi Kitne Ajeeb Hotey Haan
Aamir Sarfraz
Like or Comment karo ya na karo But padh lo Ek baar.. . . Bete Ne Maa k Kandhe Pe Apna Sar Rakh Kar Poochha: “Maa Kab Tak Apne Kandhe Pe Sone Dogi ?” . . . . MAA Ne Hanste Howe Kaha “Jab Tak Log Mujhe Kandhon Pe Na Utha Lein.” . . . . Respect ur parents... . plz agar kuch de ni sakte ho to unhe hurt bhi kabhi na karna .
Ali Azlan Bhalli
Kabhi fursat mile to aa, meri zindagi k hissaar tak... Main ne jana k main kuch nahi, Tere pehl se, tere baad tak..!!
faiqa
Kyu ki hm log kosis hi ker sakte hai or ya to apne sunna hi hoga ki kosis kerne waalo ki haar nhi hogi.To fir aap thoda rukiye yaha kosis ke sath Think bhi kaam aayegi jesi apki Think wesa hi apka dil hoga.Isliye sabse pehle apni Think ka daaira jo bhut kam hai use badaaiye jitna apne pyaar ko samjho ge.Utna hi apke pyaar ka ehsaas badta jaayega. Zindagi kam pad jaati hai use samjhne ke liyee.Pyaar esa honaa chahiye aager ak ko dard ho to dusre ko ehsaas ho jaaye aager ak ko yaad aaye to dusra tadap uthe .Kabhi hua hai apke sath aager haa to aap pyaar ke samunder me ho ab bas us samunder ko apni mutthi me kerna hai. Mene to pehle hi bola tha jitna samjho ge utna hi kam hai Or kabhi pyaar khuch paane ki umeed se nhi kerna chahiye.
Ashutosh Chaudhary
Kyu ki hm log kosis hi ker sakte hai or ya to aapne suna hi hoga ki kosis kerne waalo ki haar nhi hotti. To fir aap thoda rukiye yaha kosis ke sath think bhi kaam aayegi jesi apki think wesa hi apka dil hoga. Isliye sabse pehle apni Think ka daaira jo bhut kam hai use badaaiye jitna apne pyaar ko samjho ge.Utna hi apke pyaar ka ehsaas badta jaayega. Zindagi kam pad jaati hai use samjhne ke liyee. Pyaar.... Esa honaa chahiye aager ak ko dard ho to dusre ko ehsaas ho jaaye aager ak ko yaad aaye to dusra tadap uthe. Kabhi hua hai apke sath aager haa to aap pyaar ke samunder me ho ab bas us samunder ko apni mutthi me kerna hai. Mene to pehle hi bola tha jitna samjho ge utna hi kam hai Or kabhi pyaar khuch paane ki umeed se nhi kerna chahiye.
Ashutosh Chaudhary
Jab Uska Janam Hota Hai Or Wo Is Duniyaa Me Aata Hai Ye Soch Kr Ki Bhaher Ki Duniyaa Bhut Khubsurat Hai Or Sidhe Apni Maa Ke Haatho Me Aaa Jata Hai Use Itna Pyaar Milta Hai Ki Uski Ankhe Bher Aati Hai Apne Maa Ko Itna Khush Dekh Kr Use Ehsaas Hota Hai yahi Hai Jisne Mujhe Itne Saalo Se Apne Sheene Se Laga Kr Rakhaa Hai Or Uske Liye Wo Duniyaa Ki sabsee Anmol Cheez Hai Use Nhi Pata Ki Wo Kon Hai Bs Ak Ehsaas Hai Jo Use Us Se Jodta Hai Poori Duniyaa Me Use Khuch Dhikhta Hi Nhi Jese Wo Apni Aankhe Band Kr Ke Apne Ehsaas Ke Sath Judaa Ho Or Us Ehsaas Se Kabhi Alag Nhi Hota Chahta.
Ashutosh Chaudhary
Waqt ki baat hai Jo kabhi tumhare bina puche tumhe sab kuch batana chahti thi, aaj wahi tumhare puchne par bhi tumhe kuch nahi batana chahti hai.
Manisha Jain
kabhi kabhi mere dil mei khayal aata hai, aur aake chala jaata hai *sad pikachu face*
Franz Kafka (Metamorphosis: Gilded Pocket Edition (Arcturus Ornate Classics))
Kabhi Kuch To Kisi Ke Waaste Dil Se Dua Kar Lo, Yahi Insaaniyat Ka Farz Hai, Tum Bhi Ada Kar Lo, Koi Bhi Shakhs Duniya Mein Tumhein Chhota Nazar Na Aaye, Tum Apne Sochne Ka Daayra Itna Bada Kar Lo, Hamari Apni Fitrat Hai Wafa Karna, Wafa Kar Lo, Tumhari Apni Marzi Hai Wafa Karo, Ya Jafa Kar Lo, Ye Duniya Khubsoorat Hai Yaqeen Aa Jaayega Tumko, Kisi Se Dil Lagaane Ki Kabhi Koi Khata Kar Lo.
Priyanshu
Pati Ko Vash Mein Kaise Karen? [+91.82197.26731]Abhi Call Karein! Free consultation ke liye abhi call karein: +91.82197.26731. Kya aap apne pati ka dhyaan wapas paana chahti hain? Vashikaran ke through apni shaadi ki mushkilen door karein. पति की हर बात को गंभीरता से सुनें, नजरे मिलाकर रखें, सहमति में सिर हिलाते हुए उचित प्रतिक्रिया दें। Pati Ko Vash Mein Karne ke Steps Sankalp Len: Apni ichchha ko clear karein (e.g., pati ka pyaar wapas paana). Mantra Jaap: Roz subah "Om Hreem Shreem Kleem Namah" 108 baar jap karein. Totka: Gulab ke phool aur chandan ka tilak banakar pati ke naam ka sankalp karein. Vashikaran Specialist se Consult: Galat mantra uchcharan se nuksaan ho sakta hai. Certified expert se baat karein. Vashikaran Specialist ka Role Pati ke janam kundali ke hisab se customized rituals suggest karte hain. Family disputes ya third-party interference ko dur karne ke liye yantra ya kavach provide karte hain. Important: Vashikaran ko kabhi bhi pati ko dabane ke liye use na karein. Sirf mutual respect badhane ke liye. Call Now: +918219726731 (Free Consultation). The most wasted of all days is one without laughter.
Nicola Kraus (Bear's Land,)
Tum Ek Aaas thi Tum Ek Ahsaas thi Har Chhaatra ke dil me chuppa hai jo | Tum wo kaash thi Aaj bhi yaad hai wo din mujhe jab hab rubaru huye thee uss paar jab milenge kabhi tab bataunga mere liye tum kitni khass thi
Ankit Yadav