Yakeen Quotes

We've searched our database for all the quotes and captions related to Yakeen. Here they are! All 7 of them:

Ankhon mein bassee ho, Par door ho kaheen. Dil ke kareeb ho, Yeh mujhko hai yakeen.
Lucky Ali
Himmat kar sabar kar bhikar kar bhi sawar jaaega Yakeen kar shukr kar waqt hain yeh bhi guzar jaaega
Wajid Shaikh (Sukoon)
Woh ghar chor rahi thi mere liye is yakeen ke saath Ke usey wajid ki taraf pehla kadam uthana hain
Wajid Shaikh (Her name is moon)
Khwaja e Khwajgaan Moinuddin - Ashraf e Aulia e Roohe Zameen Aaftabe Si pahre Kono o Makaan - Baadshahe Sareere Mulke Yakeen Dar jamaal o Kamale Unche Sukhan - Een Mubaiyan Boo ad Ba Hisne Haseen Matlae Dar Sifate Ou Guftam - Dar Eebaarat Boo ad Cho Durr e Sameen Ai Darat Qibla Gahe Ahle Yakeen - Bar dart Mehro Mah Hasuda jabeen Roohe Bar Dar gahat hami Sayand - Sad Hazaraan Malik Cho Khushra Ve Cheen Khaadimane Darat Hamah Rizwan - Dar Safa Roz at Cho Khulde Bareen Zare Khaake Oo Abeer-O- Sarisht - Qatra e Aabe O Chu Maae Maeen llahi Taboo ad Khursheed - 0 - Maahin -
Syed Ali Hamza Chishty (Gharib Nawaz: Life and Teachings of Gharib Nawaz also known as Khwaja Moinuddin Chishty)
Dunya Ma Sab Sy Tez Raftar Chiz Dua Ha Jo Dil Sy Zaban Tak Ponchny Sy Phaly Allah Ky Pas Ponch Jati Ha دنیا میں سب سے تیز رفتار چیز دعا ہے جو دل سے زبان تک پہنچنے سے پہلے اللہ تعالی کے پاس پہنچ جاتی ہے Tuba Ruu Ka Ghosal Ha Jatni Bar Kia Jay Ruu Ma Nikhar Paida Huta Ha توبہ روح کا غسل ہے جتنی بار بھی کی جائے روح میں نکھار پیدا ہوتا ہے Allah Ki Raymat Ki Phali Nishani Ye Ha K Ensaan Ku Apne Aayb Nazr Any Shuru Hu Jaty Han اللہ کی رحمت کی پہلی نشانی یہ کہ انسان کو اپنے عیب نظر آنے شروع ہو جاتے۔ Allah Ky Faysluu Pr Yakeen Rakhu Zindagi Bhot Asaan Hu Jay Gi اللہ کے فیصلوں پر یقین رکھو زندگی بہت آسان ہو جائے گی Ghamu Ki Raa Pr Bary Sakoon Sy Chalu Keu ky Ye Raa Allah Ku Kareeb Kr Dati Ha غموں کی راہ پر بڑے سکون سے چلو کیوں کہ یہ راہ اللہ کو قریب کر دیتی ہے Ma Roz Ghuna Krta Hu Wu Chupata Ha Apni Raymat Sy Ma Majboor Apni Aadat Sy Wu Mashoor Apni Raymat Sy میں روز گناہ کرتا ہوں وہ چھپاتا ہے اپنی رحمت سے میں مجبور اپنی عادت سے وہ مشہور اپنی رحمت سے Ju Allah Ky Diyay Huway Rizk Ko Kafi Samjy Wu Zindagi Ma Kbi Kisi Ka Motaj Ni Huta جو اللہ کے دیئے ہوئے رزق کو کافی سمجھے وہ زندگی میں کبھی کسی کا محتاج نہیں ہوتا Sabr 1 Sawari Ha Ju Kbi B Apny Sawar Ko Girny Nahi Dayti Na Kisi Ky Kadmoo Ma Na Kisi Ki Nazroo Ma صبر ایک ایسی سواری ہے جو کبھی بھی اپنے سوار کو گرنے نہیں دیتی نہ کسی کے قدموں میں نہ کسی کی نظروں میں For more urdu quotes and urdu poetry visit my WEBSITE urdupoetryweb.com
Hammad Baig
Aatish hoon toh jaley bina bujhney wala nai hoon... Parta rahoonga falsafa-e-zindagi aakhir tak... Main kisi ek warq par rukney wala nai hoon... Tootney ke khauff se waqif hoon raqeeb ki tarah... Magar yakeen rakhta hoon ke bikharney wala nai hoon.. Manzil ko kabhi issi shauq se taih hi nai kiya... Jaanta hoon, Main kisi ek meel pathar par thehraney wala nai hoon...
Jasz Gill
Matlab mere saath rehne sey acha tumari jaan hi chali jati, Zoya mujhe laga tum, infact mujhe yakeen tha ke tum.. nai lekin mujhe.. shit mein kitni bari ghalat fehmi mein tha. Tum sahi kah rahi thi, Arshad bhi sahi kah raha tha. Zoya, mein stalker nai hon. Mein ne uss din kaha tha na ke pyar mein zor hai zabardasti nai, mein tume pareshan kese kar sakta hon. Zoya mein sirf tume khush dehkna chata hon. Wada karu tum khush raho gi.
Aditya Mukherjeeya Hooda