“
SAD SHAYARI
taras aata hai mujhe masoon si palkho par
jab bheeg kar kahti hai ke ab aur roya nahi jata
aye hawa unse kahde kabhar meri maut ki
aur son kahena ki kafan ki khuwaish mein meri laash
unke aanchal ka intezaar kar rahi hai
SAD SHAYRI
Yeh Tuɱ Se keh Diya kis Ne,
ke Baazi Haar Baithay Huɱ!
Abhi Tuɱ Pay Lutanay ko
Humari Jaan Baqi Hai.
SAD SHAYARI
Usse yeh weham hai ke ɱai usse chor na paaungi
Huɱe ye khauf hai ke r๏yega azɱa ke mujhe !!
Jise Tum Sacche Dil Se Pyar Karo Use
Kabhi Mat Aazmana…!
Kyo Ki
Agar Woh Gunehgar Bhi Hua
Toh Dil Tumhara Hi Tutega
”
”