Wajid Shaikh Quotes

We've searched our database for all the quotes and captions related to Wajid Shaikh. Here they are! All 74 of them:

β€œ
Himmat kar sabar kar bhikar kar bhi sawar jaaega Hosla rakh shukar kar waqt hai yeh bhi guzar jaaega
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Woh mohbhatt bhi kya mohbhatt jaha mehboob ke bhichadne ka darr na ho
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Be-basi hain ek chuban si hain Khush hain par ek ghutan si hain
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon)
β€œ
Hoti rahengi mulaaqatein tumse Nigaaho se durr ho dil se nahi
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon)
β€œ
Yeh kisne kaha ke woh tujhe dil se chah raha hain Woh kisi ko bhoolne ke liye tere pass aa raha hain
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon)
β€œ
Woh ghar waalo ke haatho dabaav mein thi Usne phir bhi mera saath na chora
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Safar ek safar jo hua aise ke manzil nahi tu hain bhi nahi bhi ya aisa hua nahi durr saaye hain ajab betaabi be sukoon jo hua so hua ab aisa pahle hua nahi
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon)
β€œ
Uski bhikri zulfe na sawaare koi Uski aankho ki balaaye na utaare koi
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Phoolo ki tarah phir khilege hum Saayad kabhi phir milege hum
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Kabhi yeh fikar,kabhi woh musibat Zindagi kya yunhi guzarne waali hain
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Zindagi kadam-kadam par Samjothe ka asal naam hain
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon)
β€œ
Himmat kar sabar kar bhikar kar bhi sawar jaaega Yakeen kar shukr kar waqt hain yeh bhi guzar jaaega
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon)
β€œ
Itna toh ek reham mujhpar hona chaiye tha Uske shehar mein mera ek ghar hona chaiye tha
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Is saal bhi tamaashe wohi puraane huye Na jaane kitne apne huye kitne anjaane huye
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Tu jis din mujhse roothkar chala gya Meri rooh se khud mein uthkar chala gya
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Ek tera saath paane ko wajid Humne din guzaare hain kya-kya
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Khuda ke bando ka dil dhuka kar Khuda ko raazi karne chale hain log
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon)
β€œ
Kabhi mehfile pyaari thi humey Ab tanhaaiyoo se pyaar hain
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Zamaana kya hain, kiska hua hain Meri dua hain,tu jafaa na kare
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Mein uthaa ta hu wajid,jab bhi tera kalaam Tanhaaiya galiyo mein chikti-chilaati hain
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Tere aachal mein jo kisi ki shaamein hui Zindagi bhar chali baat eshi baatein hui
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Woh ghar chor rahi thi mere liye is yakeen ke saath Ke usey wajid ki taraf pehla kadam uthana hain
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Be-basi hain ek chuban si hain Khush hain par ek ghutan si hain
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Mere baad meri kitaab tere saath rahegi humesha, mein khatam ho raha hu ab dheere-dheere
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon)
β€œ
Tujhse baat karne ka dil toh bahoot hain par teri di hui be-izzati yaad aa jaati hain
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Most famous poetries and lines of Wajid shaikh 1. Waqt khraab tha isme sawaal kaisa Apne hi gair the isme malaal kaisa 2. Be-basi hain ek chuban si hain Khush hain par ek ghutan si hain 3. Hoti rahegi mulakaatein tumse Nigaaho se durr ho dil se nahi 4. Khamoshi se matlab nahi matlab nahi Matlab baato se hain,din toh guzar hi jaaege masla rato se hain 5. Chaand khud apne ujaalo ka nahi Tu khaakh hain kare,gumaan kaisa 6. Yeh kisne kaha ke woh tujhe dil se chah raha hain Kisi ko bhoolne ke liye woh tere pass aa raha hain 7. Phir har chiz se dil uth gaya Phir wahi uljhane humaari hain 8. Khwaab pasand hain mujhe Aksar wahi humari mulaaqat hoti hain 9. Khwaab hi aasra hain mulaaqaat ka Hui muddat ab khwabo mein bhi na mile 10. Kitna humne samjha hain naa hi aaj humne jaana hain Aasmaan ke aage bhi ek duniya hain,waha bhi ek zamaana hain 11. Khuda ke bando ka dil dhuka kar Khuda ko raazi karne chale hain log 12. Kuch logo se mil kar mene yeh jana Kuch logo se na milo toh behtar
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon)
β€œ
Khamoshi se matlab nahi, matlab baato se hain Din toh guzar hi jaaenge, masla raato se hain Literal Translation It's not the silence that matters; it's the words that do. Days will pass by anyway, but the issue lies with the nights. Here, the poet suggests that while life moves on, it's the words we long to hearβ€”the meaningful connectionsβ€”that truly impact us. Days may be busy and fleeting, but in the quiet of the night, emotions and unresolved thoughts resurface, intensifying the absence of those connections.
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Khamoshi se matlab nahi, matlab baato se hain Din toh guzar hi jaaenge, masla raato se hain β€”Wajid shaikh Literal Translation It's not the silence that matters; it's the words that do. Days will pass by anyway, but the issue lies with the nights. Here, the poet suggests that while life moves on, it's the words we long to hearβ€”the meaningful connectionsβ€”that truly impact us. Days may be busy and fleeting, but in the quiet of the night, emotions and unresolved thoughts resurface, intensifying the absence of those connections.
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Hasrat hi rahe toh behtar hain Chaand haasil ho jaaye toh chaand nahi lagta In english translation It is better that something remains desired A moon is not a moon when it is acquired
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon)
β€œ
Waadiyoo ki veeraniya hi sahi Haalaat mere bhi kashmir se hain
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Har saleb par bhikhri padi hain laashe khwaabo ki In khaakh ke phootlo ko masla jaato se hain
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Lafz-e-haseen se bhi haseen hain woh Ab lafz-e-haseen adab se pukaare koi
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Kabhi yeh fikar kabhi woh musibat Zindagi kya yunhi guzarne waali hain
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Khuch lage bura toh kaho usi dum Baat is qadar dil mein na rakha karo
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Tere pass zindagi padi hain jeene ko Aaj nahi toh kal tu sawar jaaega
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Mujhe meri pehli dua toh yaad nahi Lekin jab bhi maanga teri khusiyaa maangi
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Bhichade bhi nahi,mile bhi nahi Ajab phool teh khile bhi nahi
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Uske badan ki mehak,itr se bhi ghani Naseeb itr uska,laakar lagaaye koi
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Tera jism Mere labho se Mehakta hain
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Ab khawaab hi aasra hain mulaakaat ka Hui muddat hum khwaabo mein bhi na miley
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Ab thak gya hua maa mein kahi Chupaale daaman mein mujhe kahi
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Woh anghuti jo mohbhat se di hain usne Mere marne par bhi na utaare koi
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Be-sabab jab kisi baato ko hawa lagti hain Waqt si bithi kahani bhi phir jawaan lagti hain
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Mere daaman pe aaye ilzaamo ko tu saaf kar Tu khuch kar yaa na kar,mera insaaf kar
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Us ldki ki mohbhatt pe sadke jaau Usne kaha agar wajid nahi,toh phir koi aur nahi
”
”
Wajid Shaikh (Her name is moon)
β€œ
Woh mila mujhe phir aise ke dubaara phir mila nahi
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Tum chaho toh phir bhichad jaana mujhe bas tum phir pahle jaisa kardo
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Ab ke alvida hain junglo ko qais Laila ka majaar mera asal thikaana hain
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Khwaab dil ka dil mein hi dafan ho gya Waqt ke haatho be-waqt hi qatal ho gaya
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon)
β€œ
Musa ho, isaa ho , ya khatmun-nabi Mohammad Ae aadam, ae Abraham teri aualado ke dil ki gaflate mitaa β€”Wajid shaikh Be you Moses, Jesus Christ, or Muhammad divine, O Adam, O Abraham, in your grace we entwine, Forgive the hearts of your kin, let your light shine.” β€”Wajid Shaikh Translation: "Whether you are Moses, Jesus, or the Seal of the Prophets, Muhammad, O Adam, O Abraham, erase the errors of your descendants' hearts." Explanation: This verse appears to be expressing a plea to figures from various religious traditions, such as Adam, Abraham, Moses, Jesus, and the final Prophet, Muhammad. It suggests a desire for them to help remove the mistakes or sins from the hearts of their descendants. It reflects a universal and spiritual message of seeking guidance, forgiveness, and purity in the context of different religious beliefs.
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Hoti rahegi mulaaktein tumse Nazar se durr ho,Dil se nahi -Wajid Shaikh
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Waqt khraab tha is mein sawaal kesa, apne hi gair teh, isme malaal kesa
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Gairo ki baato pe itna aitbaar na laaya kar, dil ki sunn kabhi phir dimaag lagaaya kar
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Khamoshi ek awaaz hai jo rooh ko sunaai padhti hai
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Badi lambhi guftaguu karni hai tumse Tum aana ek puri zindagi lekar
”
”
Wajid Shaikh
β€œ
Goodbyes are always Crucial and will always be, but sometimes we don't know when we are saying the final goodbye to the person and don't even know which meeting is the last meeting with them.
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
Apne siwaah koi raas nahi mujhe, dekhe manzar humne niraale hain β€” Wajid Shaikh, 2019 collection, from book sukoon 2024 Expect For Me, I Don’t Trust Anyone, I’ve Seen Sights That Are Extraordinary.
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
Sometimes, people leave, and they don't even tell us the reason. We always imagine the possible things, and these possibilities make us believe whatever happened, happened.
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
Sometimes, people leave because things don't work, and sometimes they leave because they found someone.
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
when we reflect, we always focus on what weβ€˜ve lost. We canβ€˜t control thisβ€”itβ€˜s just how we are.
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
Maybe thereβ€˜s still time to learn and live.
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
Weβ€˜ll meet both good and bad people in life. A bad person will only give you reasons to cry, while a good person will make you forget what it means to cry.
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
On 9 Jan 2024 at 16:30 Wajid Shaikh wrote this poem on the same maze Where they had met- Milenge tujhse hum phir yahi is hi jagah yahi kahi, jaha teri baatein, tera ehsaash rahegi, teri khamoshi bhi kuch kahegi tere zaano par sar ho, tu saath ho kya kasar ho teri duaao mein meri dua, meri duao mein tera asar ho phir us hi jagah, us hi ghadi us hi waqt, ushi lamhe milenge tujhse hum, phir yahi milenge tujhse hum phir yahi.
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
Thereβ€˜s a Saying by Wajid shaikh that describes how people leave each other and then struggles to find their way back together, Ajab faisle dono ne kiye, Naa saath aaye na alag huye. Strange decisions were made by both, Neither did they come together Nor did they part ways.
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
I couldnβ€˜t help but think how time keeps slipping away.
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
With my bare eyes, I saw my past : Here You were with me, You laughed and smiled, You brought me food, Your eyes were on me, You held my arm while we walked. And suddenly I entered that moment β€” The moment of our last meeting
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
We humans are strange creaturesβ€”we cry for those who donβ€˜t respect us and forget those who treat us like royalty
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
After being apart from you, I lost myself, but believe me, I found a version of myself that no one could have imagined.
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
There were tears in your eyes, and your silence was pleading for me to stay. But time whispered that leaving was the right choice.
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
I looked up at the sky and wondered, "God, just once, give me another chance to gather the scattered pages of my life.
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
When Ahmed Faraz Wrote: 'Kis-kis ko bataaege hum judaai ka sabab Tu mujhse khafa hain toh zamaane ke liye aa' Who Should I Tell Is The Reason For Our Sepration? You Are Upset With Me, So Come For The Sake Of The World And Wajid Shaikh Wrote: Zeest ka bharam, Ya us rab ka karam Tu ek dafa phir, Sab bhulaane ke liye aa' Is It An Illusion Of Life Or Godβ€˜s Generosity ? Come Once Again, To Make Me Forget Everything.
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
In love, one person may betray while another is left to suffer. Turning someoneβ€˜s life into a state of helplessness, making them feel like a living corpseβ€”that is not love.
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
I realized , why poets and poetry are necessary. Somehow, we all are dealing with the same situations in life, but have no words to express what we feel. And then, when we read books and poetry,
”
”
Wajid Shaikh (Sukoon (#2))
β€œ
True love means standing by someone, even when people and situations try to pull you apart.
”
”
Wajid Shaikh