Uski Yaad Quotes

We've searched our database for all the quotes and captions related to Uski Yaad. Here they are! All 7 of them:

usku lafzoo me dhoondh nah r uski shayare kerna acha lagta hai... uski bahoo me jhom nah r uski baatoo me kho a rehna acha lagta hai... usku har pal yadoo me pana r usai guftugu krna acha lagta hai... bss useaa sochna r uski yadoo me khoaa rahna acha lagta hai... usai har pal yaad krna r usai soch kr muskuratai rehna acha lagta hai...
Alisha
Apni zindgi mein kari galti kam nahi, Jiske liye khuda se kari binti kam nahi, Jiske liye humne bitaye jaagte raate kam nahi, Uske liye hamare ishq mein dum nahi, Aate aate uski yaad aati kam nahi, Kisi dawa se hota ye dard kam nahi,
Ratish Edwards
Kuch dhundhla sa yaad hai; kuch dhundhla sa he dekhti hun; woh sehmi si andheri raat, woh aik ajeeb si khamoshi aur phankay ki ahista se chalne wali bechain awaaz. Khirki per nazar pri to yun lga jese chand or sitaron ki lapait mein mehfooz hun mein; lekin achanak woh jo aik dastak hui aur dill ki dharakne ki raftar kuch tez maloom hui balkay khassi tez maloom hui ese jese kisi ne mun per hath rakh dya hou; tharthrahat aur ghabrahat k sath awaz halak se nikal rhi hai lekin koi sunne wala nahi ya awaz he nahi thi. woh khamosh si aah-o-pukaar, woh nazron ka gir jana, aur honton ka khushk hojana; woh jo yun mehsoos hua k shayad kisi ki mojoodgi ka najaiz ehsas hua, kisi ka hona na gawaar kya, na zeb lga; khassa haya ka daman chaar hou rha tha, kaheen badboo si mehsoos hui; shayad woh qatal-e-khass ho rha tha, khuda dekh raha tha; uski woh garam sansain aur meri khamosh siskyan; laal joray per kali siyaahi ka rung charh raha tha, woh jora mehaz aik hawa ka jhonka sa mehsoos hua jo tez andhi ki nazar hogya; woh kaheen mehfil-e-khass loot raha tha, mein usi mehfil mein khud ko zinda dargor ker rhi thi; aur kaheen chambeli ka phool murjha gya, baghbaan kahan tha? Koi to dastak thi jiske hone per yun lga, woh jo me mehfooz thi apne he ghar mein woh mehaz aik khayal tha; aik veham-o-ghuman tha; jo kaheen us raat k andhere mein dher hogya.
Sheikh fatyma
Na hum kisi k, na koi hamara, Kon chale saath, kon bane Sahara, Beet Gaya vo waqt, kal jo tha hamara, Reh Gaya bas dard, aur ek zakhm gehra, Aksar yaad aata, uska woh chehra, Kuch bhooli baatein, aur hasna woh hamara, Jate jate aksar, uska woh ruk jana, Aur ye kehna, kaash thaher jaye ye waqt hamara, Jabhi yaad karta hu mein, apna woh waqt sunhera, Saath chali aati hai, uski yaadon ka pehra, Ab aur kya bataun, khul na jaye ye raaz hamara, Varna mazaak udayegi ye duniya, Tuta dil hai bechara, Na hum kisi k, na koi hamara, Kon chale saath, kon bane Sahara
Ratish Edwards
Apni zindgi mein kari galti kam nahi, Jiske liye khuda se kari binti kam nahi, Jiske liye humne bitaye jaagte raate kam nahi, Uske liye hamare ishq mein dum nahi, Aate aate uski yaad aati kam nahi, Kisi dawa se hota ye dard kam nahi, Waqt bewaqt hoti aksar Aankhen nam Kam nahi, Jab jab aati uski yaad, aur hum rehte hum nahi, Apni zindgi mein kari galti kam nahi, Jiske liye khuda se kari binti kam nahi
Ratish Edwards
in bahti hawaoo me nikal padhi me, isse mehsoos kertai hua, aur usai yaad krtai hua, uski yadoo ku simtai hua, un paloo ku laker, us mai khoo aa hua..
Alisha
uski abh is trha yaad anai lage hai.. rooh bhi abh tadapnai lagee hai usk miltai hi us mai bikhr janai k lia..
Alisha