Sukoon Quotes

We've searched our database for all the quotes and captions related to Sukoon. Here they are! All 19 of them:

Yeh kisne kaha ke woh tujhe dil se chah raha hain Woh kisi ko bhoolne ke liye tere pass aa raha hain
Wajid Shaikh (Sukoon)
Be-basi hain ek chuban si hain Khush hain par ek ghutan si hain
Wajid Shaikh (Sukoon)
Safar ek safar jo hua aise ke manzil nahi tu hain bhi nahi bhi ya aisa hua nahi durr saaye hain ajab betaabi be sukoon jo hua so hua ab aisa pahle hua nahi
Wajid Shaikh (Sukoon)
Tum daulat ki Kya baat karte ho Maine gareeb ko aksar pur sukoon dekha hai
Mehnaz Ansari (A Study of Personality Characteristics and Values of Secondary School Teachers in Relation to their Classroom Performance and Students' Likings)
***Sunn Meri Dastak*** khudse naaraz hai kyu, aisi talaash hai kyu, rooh teri udaas hai kyu bandeya... naa mitegi yeh hasratein, naa bharegi yeh khalaa, naa milega yu sukoon bandeya... sunn meri dastak, khol dil ka dar, kar mujhe qubool bandeya.... le haath mera thaam, aur karle itmenaan, ki yaad nahi mujhe teri koi bhi bhool bandeya...
Henna Sohail
Hoti rahengi mulaaqatein tumse Nigaaho se durr ho dil se nahi
Wajid Shaikh (Sukoon)
Himmat kar sabar kar bhikar kar bhi sawar jaaega Yakeen kar shukr kar waqt hain yeh bhi guzar jaaega
Wajid Shaikh (Sukoon)
Zindagi kadam-kadam par Samjothe ka asal naam hain
Wajid Shaikh (Sukoon)
Sukoon or Sabr Talaash Iski Aaj Bhi Masalsal Hai
Aamir Sarfraz
MY PEACE HAS SUCH A SMALL LIFE JUST A SINGLE THOUGHT CAN KILL IT मेरे सुकूँ की बस इतनी सी ज़िन्दगी है ये तो इक सोच से मर जाया करता है MERE SUKOON KI BAS ITNI SI ZINDAGI HAI YEH TOH IK SOCH SE MAR JAYA KARTA HAI
Vineet Raj Kapoor
Mere baad meri kitaab tere saath rahegi humesha, mein khatam ho raha hu ab dheere-dheere
Wajid Shaikh (Sukoon)
Khuda ke bando ka dil dhuka kar Khuda ko raazi karne chale hain log
Wajid Shaikh (Sukoon)
Tum chaho toh phir bhichad jaana mujhe bas tum phir pahle jaisa kardo
Wajid Shaikh
Ab ke alvida hain junglo ko qais Laila ka majaar mera asal thikaana hain
Wajid Shaikh
Khwaab dil ka dil mein hi dafan ho gya Waqt ke haatho be-waqt hi qatal ho gaya
Wajid Shaikh (Sukoon)
WEALTH OR PEACE NEVER SATIATES THE BRAIN THOUGHTS DEMAND THEIR OWN MARKETPLACE दिमाग़ को सुकूँ ना दौलत ही चाहिए सोच को अपना अलग बाज़ार चाहिए DEEMAG KO SUKOON NA DAULAT HI CHAHIYE MERI SOCH KO APNA ALAG BAAZAAR CHAHIYE
Vineet Raj Kapoor
I am a seed of Syria that blew to the West And grew like a crab apple tree But my fruit is of Syria I sound like Syria I laugh with Syria I cry for Syria But how dare I cry at all?" from "He Sounded Just Like Me" by Lisa Luxx (Sukoon)
Lisa Luxx
Bhajan mera sukoon hai, Namaz meri aankhon ki thandak, main in mein say kisi ko bhi nahi chor sakta. They complete me (Bhajan is my solace, Salah is the soothing balm for my eyes, I cannot abandon either. They complete me).
Aqsa Abdul Qadir (Wealth In The Treehouse: Stories of Karachiites)
Most famous poetries and lines of Wajid shaikh 1. Waqt khraab tha isme sawaal kaisa Apne hi gair the isme malaal kaisa 2. Be-basi hain ek chuban si hain Khush hain par ek ghutan si hain 3. Hoti rahegi mulakaatein tumse Nigaaho se durr ho dil se nahi 4. Khamoshi se matlab nahi matlab nahi Matlab baato se hain,din toh guzar hi jaaege masla rato se hain 5. Chaand khud apne ujaalo ka nahi Tu khaakh hain kare,gumaan kaisa 6. Yeh kisne kaha ke woh tujhe dil se chah raha hain Kisi ko bhoolne ke liye woh tere pass aa raha hain 7. Phir har chiz se dil uth gaya Phir wahi uljhane humaari hain 8. Khwaab pasand hain mujhe Aksar wahi humari mulaaqat hoti hain 9. Khwaab hi aasra hain mulaaqaat ka Hui muddat ab khwabo mein bhi na mile 10. Kitna humne samjha hain naa hi aaj humne jaana hain Aasmaan ke aage bhi ek duniya hain,waha bhi ek zamaana hain 11. Khuda ke bando ka dil dhuka kar Khuda ko raazi karne chale hain log 12. Kuch logo se mil kar mene yeh jana Kuch logo se na milo toh behtar
Wajid Shaikh (Sukoon)