Chahiye Quotes

We've searched our database for all the quotes and captions related to Chahiye. Here they are! All 25 of them:

Aah ko chahiye ek umr asar hone tak..
Mirza Asadullah Khan Ghalib
CARELESSLY SEEN DREAMS WITHER AWAY YOU MUST LEARN THE SKILL OF DREAMING LAPARWAHI SEY DEKHE SAPNE ZAYA HO JAATE HAIN TUMHEIN SAPNE DEKHNE KA HUNAR SEEKHNA CHAHIYE
Vineet Raj Kapoor
whenever a VIP visit to Kashmir was planned, like that of the prime minister, a hundred messages would fly around saying, ‘Usko ura dena, uski baja dena, safed ghar khatam ho jana chahiye.
A.S. Dulat (Kashmir: The Vajpayee Years)
Dard baantne se Kam hota hai, jitna baanto utna kum. Par hamesha aisa nahi hota, kabhi kabhi dard ho hota hai par zubaan se bahar nahi aa pata, kyunki hamara dard hume sambhalta hai, sikhata hai. Iss tarah k dard ko likh dena chahiye, ye vo dard hai vo sirf likh k kum hota hai.
Ratish Edwards
tujhe toh vakil banna chahiye, bas behes karti rehti hai
SONIA SAHIJWANI
Dil Toot Jaayen Chalega, Magar Dosti Nahin Tootni Chahiye!
Prathmesh Yelne
Wish we could choose our problems...eg; god bolte, beta 60 probs hai teri poori life mai... Bata kaunse 60 chahiye.. and then bargaining with god "ye nahi wo dijiye" "ye thoda kum nahi ho sakta" "usko itna simple wala diya, muje bhi waisa wala dijiye na" ;) haha
honeya
Ladkiyon ko lgta ki humein unka sharir chahiye Hn chahiye tumhara sharir Un aankhon mein kajal , Maathe pe choti si bindi, Kaanoo mein bali, Pairoon mein payal, Baloon mein gajraa, Hathon mein chudi aur menhdi Apne naam ki apne haathon se sawarna se sawarna kon nahi chahega, Kon nahi chahega tum jaise hoor ko sawarna jiske didaar ko khud a bhi taras jae Lekin.. Hr baat ka jawab thodi hota hai, Hr kisi se pyar thodi hota hai , Mohabbat kr baithe hai aapse Tumse he khubsurti wrna chaand thodi hota ...
Aariv Pandey
Irshad Malik, the Kashmiri militant now in London (who Firdous had wanted me to bring back to India when I was at R&AW), once said to me about PoK: ‘Uss taraf kya hai? Pakistan mein kya hai? Aap kyon fiqar karte hain? Inko jaane dijiye, paar dekhne dijiye, udhar kuchh bhi nahin hain.’ He said that Srinagar airport—and he obviously hadn’t been to Srinagar airport in at least twenty-four years—was better than any Pakistani airport. Hotels in Kashmir are as good as any in the world. ‘They have nothing there,’ he said. You should publicise these facts, he said to me: ‘Aapko toh film banani chahiye.
A.S. Dulat (Kashmir: The Vajpayee Years)
Shohar Ka Mizaj Naram Karne Ka Wazifa ," Aslamwalekum Friends, Jis Kisi Meri Bahan Ka Shohar Usse Pyar Na Karta Ho Uski Koi Baat Na Sunta Ho Ya Ladai Jagda Karta Aisi Aurat Jiske Shohar Ka Mizaj Bahut Sakht Ho Aur Baat Baat Par Naajayaz Gusse Ka Izhaar Karta Ho Aise Halat Me Aurat Ki Jindgi Bahut Preshani Bhri Ho Jati Hai To Aisi Aurat Ko Yeh Wazifa Karna Chahiye Ki Jab Shohar Ko Roti Dene Lage To Us Aurat Ko Pahle 111 Baar Ya-Affu Padh Le
Molana Sahib
Bah qadr-e shauq nahin zarf-e tangna-e ghazal Kuch aur chahiye vusat mire bayan ke liye
Hasan Suhail Siddiqui (DUSK TO DUSK The Eternal Flame of Mirza Ghalib Urdu Poetry (The Mirza Ghalib Collection))
Tawaazo' ki haqeeqat sifaaki se mumataaz hai, iltifaat mahaz khaatir-khawaahi nahin, khaamoshi ghussay ki tarjumaani nahin, aur aansoo'on ka jharna kamzori ka nishaan nahin. Insaani jazbaat ki yeh naazuk pahlu hain. Aksar hum in ma'mooli si baaton ko ahmiyat nahin dete, jo baa'is hoti hain ke hamaari rooho ko bechaini aati hai. Haqeeqat mein in chhoti chhoti baaton ka idraak hi zindagi ke lateef pahluo'on ko samajhne ki kunji hai. Chunnanche hamen in sab par ghaur karna chahiye, taakih hum zindagi ke haqeeqi ma'ani samajh sakein. Insaaniyat ka sarmaya isi mein panhaan hai. Taakey hum qudrati rawayon ko bhi ghalat na samjhein aur doosron ke jazbaat ko thes na pohnchaayen.
Huzefa Nalkheda wala
Dil mein kuch arzoo hain nayi, kuch majbooriyan bhi saath hain Raaste do hain samne mere, dono hi mein kuch khaas hain Shukrguzaar hoon main aapka, iltija ye meri maan lein Kuch waqt ki kami padegi, ijazat mujhe thodi chahiye Kitaabon ka bhi bulaya hai, imtehaan ka bhi waqt aaya hai Apne hunar ko aazmana hai, par raasta mushkil dikhaya hai
Huzefa Nalkheda wala
Dil mein kuch arzoo hain nayi, kuch majbooriyan bhi saath hain Raaste do hain samne mere, dono hi mein kuch khaas hain Shukrguzaar hoon main aapka, iltija ye meri maan lein Kuch waqt ki kami padegi, ijazat mujhe thodi chahiye Kitaabon ka bhi bulaya hai, imtehaan ka bhi waqt aaya hai Apne hunar ko aazmana hai, par raasta mushkil dikhaya hai
Huzefa Nalkheda wala
Yaar, Dard to sab ko hota he. Koy ro ke batata he apni best friend ko. Ko muskurake ke batata he apne dil ko. Bath ye he dono sach or bharose mand hona chahiye. Alhamdullilah mere pass dono bhi he. Dil bhi or best friend bhi
-
WEALTH OR PEACE NEVER SATIATES THE BRAIN THOUGHTS DEMAND THEIR OWN MARKETPLACE दिमाग़ को सुकूँ ना दौलत ही चाहिए सोच को अपना अलग बाज़ार चाहिए DEEMAG KO SUKOON NA DAULAT HI CHAHIYE MERI SOCH KO APNA ALAG BAAZAAR CHAHIYE
Vineet Raj Kapoor
Market aapko aapke bewakoofiyan aur aaiyashi ke liye kabhi paise nahi degi. Product Mei value honi chahiye.
Ashneer
Tum nahin jaantey naeem, aurat jab muhabbat karne par aati hai tou khatam hojaati hai.Muhabbat karne ke liye itna bara dil chahiye.
Abdullah Hussain (Udaas Naslain)
Pandit Ko bhi Salam hai aur Maulvi ko bhi, mazhab na chahiye mujhe imaan chahiye.” -Akbar Allahabadi
RATHIN BISWAS
So which line defines this historic win at Brisbane? The moment belongs to Vivek Razdan, who was commentating in the Hindi stream. “Toota hai Gabba ka ghamand. Border-Gavaskar Trophy jaayegi Gavaskar ke desh” (T: The arrogance of Gabba has been destroyed. The Border-Gavaskar trophies goes to Gavaskar’s country). He followed it up with a verse - “Khoobiyan bhi mujhme, khaamiyan bhi mujhme; dhundne wale tu soch, chahiye kya mujhme” (T: I got virtues, I got vices, you decide what you are searching for) The line still gives me goosebumps.
Soham Katkar (Ajinkya Bharat: India's triumph down under in the Border-Gavaskar Trophy 2020/21)
Rabt ho gar khaamushi ka phir ye hona chahiye Lab pe jo aata nahin aankhon mein dekhna chahiye रब्त हो गर खामुशी का फिर ये होना चाहिए लब पे जो आता नहीं आंखों में दिखना चाहिए Khud kaha tha auraten kamzor hain hamne to phir Aadmi ko aadmi ka khoon piina chahiye खुद कहा था औरतें कमज़ोर हैं हमने तो फिर आदमी को आदमी का खून पीना चाहिए इस जमाने में जहां mamta bhi jhoothi ho sake Is zamane mein bhi tujhko ishq sachha chahiye इस ज़माने में जहां ममता भी झूठी ही सके उस ज़माने में भी तुझको इश्क़ सच्चा चाहिए Hain azal se hi hamen Farhaad banne ki talab Aur ziyaada ishq se hamko bhala kya chahiye हैं अज़ल से ही हमें फरहाद बनने की तलब और ज़ियादा इश्क़ से हमको भला क्या चाहिए Josh mein sab par katar kar rakh diye hamne magar Ab falak tak pahunchne ko ek gana chahiye जोश में सब पर कतर कर रख दिए हमने मगर अब फलक तक पहुँचने को एक जाना चाहिए Kaun kahta hai ki jitega to khush ho jaayenge Sher Kehne ke liye umeed paspaa chahiye कौन कहता है कि जीतेंगे तो खुश हो जाएंगे शेर कहने के लिए मम्मी पापा चाहिए Maine marham se kaha dikhla tu hamko mojza Zakhm to bharte hi hai naasoor bharna chahiye मैंने मरहम से कहा दिखला तू हमको मोजिज़ा ज़ख्म तो भरते ही है नासूर भरना चाहिए Misr ke bazaar mein naadan kharha Yusuf mira Aur bina sauda kiye usko Zulaikha chahiye मिस्र के बाज़ार में नादां खड़ा यूसुफ मिरा और बिना सौदा किए उसको जुलैख़ा चाहिए Aye khuda Sadiq ko tujhse kya gila jurrat siva Saath Mein sat kar nadi se ik gharaunda chahiya आये खुदा सादिक़ की तुझसे क्या गिला जुर्रत सिवा साथ में सट कर नदी से इक घरौंदा चाहिए
Taikhum Sadiq
ONE SHOULD WAKE UP WHEN THERE'S DAWN IN THE SOUL उठना तब चाहिए जब मन में सवेरा हो UTHNA TAB CHAHIYE JAB MANN ME.N SAVERA HO
Vineet Raj Kapoor
Ye desh rehna chahiye, iss desh ka loktantra amar rehna chahiye
Anonymous
Kyu ki hm log kosis hi ker sakte hai or ya to apne sunna hi hoga ki kosis kerne waalo ki haar nhi hogi.To fir aap thoda rukiye yaha kosis ke sath Think bhi kaam aayegi jesi apki Think wesa hi apka dil hoga.Isliye sabse pehle apni Think ka daaira jo bhut kam hai use badaaiye jitna apne pyaar ko samjho ge.Utna hi apke pyaar ka ehsaas badta jaayega. Zindagi kam pad jaati hai use samjhne ke liyee.Pyaar esa honaa chahiye aager ak ko dard ho to dusre ko ehsaas ho jaaye aager ak ko yaad aaye to dusra tadap uthe .Kabhi hua hai apke sath aager haa to aap pyaar ke samunder me ho ab bas us samunder ko apni mutthi me kerna hai. Mene to pehle hi bola tha jitna samjho ge utna hi kam hai Or kabhi pyaar khuch paane ki umeed se nhi kerna chahiye.
Ashutosh Chaudhary
Kyu ki hm log kosis hi ker sakte hai or ya to aapne suna hi hoga ki kosis kerne waalo ki haar nhi hotti. To fir aap thoda rukiye yaha kosis ke sath think bhi kaam aayegi jesi apki think wesa hi apka dil hoga. Isliye sabse pehle apni Think ka daaira jo bhut kam hai use badaaiye jitna apne pyaar ko samjho ge.Utna hi apke pyaar ka ehsaas badta jaayega. Zindagi kam pad jaati hai use samjhne ke liyee. Pyaar.... Esa honaa chahiye aager ak ko dard ho to dusre ko ehsaas ho jaaye aager ak ko yaad aaye to dusra tadap uthe. Kabhi hua hai apke sath aager haa to aap pyaar ke samunder me ho ab bas us samunder ko apni mutthi me kerna hai. Mene to pehle hi bola tha jitna samjho ge utna hi kam hai Or kabhi pyaar khuch paane ki umeed se nhi kerna chahiye.
Ashutosh Chaudhary