Aankhe Quotes

We've searched our database for all the quotes and captions related to Aankhe. Here they are! All 9 of them:

β€œ
I love you, I love you very very much naina mein aankhein band karti hun to tumhain dekhti hun aankhe kholti hun to tumhain dekhna chahti hun tum paas nahi hote to tumhain chaarun taraf mehsoos karti hun har pal har ghadi har waqt merre naina tumhi ko doondate hain isse pyar kaho paagalpan ya mere dil ki dhadkan mere liye ek hi baat hai pyar to bahut log karte hain lekin mere jaisa pyar koi nahi kar sakta kyonki kisi ke paas tum jo nahi ho mein tumhain bhool nahi sakti mein tumhain bhoolna hi nahi chahti tum mere ho, mein tumhain zindagi bhar pyar karungi marte dam tak pyar karungi aur us k baad bhi...
”
”
Aliya Qadir
β€œ
rago.n me.n dau.Dte phirne ke ham nahii.n qaa.il jab aa.nkh hii se na Tapkaa to phir lahuu kyaa hai The poet/lover says that the true blood is the one that falls from the eyes like tears when he cries in love. If it only keeps running around in the veins (life continues to be normal), he will be disappointed in his blood.
”
”
Mirza Ghalib
β€œ
Aankh kholu toh chehra meri maa ka ho, Aankh band ho to sapna meri maa ka ho, Main marr bhi jau toh koyi gum nahi lekin, Par Kaffan mile to dupatta meri maa ka ho..
”
”
Renu Pal
β€œ
hayaa nahii.n hai zamaane kii aa.nkh me.n baaqii KHudaa kare ki javaanii tirii rahe be-daaG
”
”
Allama Iqbal
β€œ
la.Daa kar aa.nkh us se ham ne dushman kar liyaa apnaa nigah ko naaz ko andaaz ko abruu ko mizhgaa.n ko The poet/lover has made himself an easy target for the killing effect of the glance, pride, eyebrows and eyelashes of the beloved. He was so foolish to have fixed his eyes at the beloved.
”
”
Bahadur Shah Zafar
β€œ
tire jamaal kii tasviir khii.nch duu.n lekin zabaa.n me.n aa.nkh nahii.n aa.nkh me.n zabaan nahii.n The poet/lover reasons out the inability to portray the beauty of the beloved. What the eye sees, the tongue can’t tell; what the tongue tells, the eye can’t see.
”
”
Jigar Moradabadi
β€œ
aa.nkh se aa.nkh milaanaa to suKHan mat karnaa Tok dene se kahaanii kaa mazaa jaataa haihe poet/lover advises that if eyes ever meet eyes, one shouldn’t interrupt the quiet communication with speech. The real communication is wordless.
”
”
mohsin asrar
β€œ
Kis ki aawaaz kaan mein aaee Door ki baat dhyaan mein aaee Aap aate rahe bulaate rahe Aane waali ik aan mein aaee Ye kinaara chalaa ke naao chali Kahiye kya baat dhyaan mein aaee β€˜Ilm kya β€˜ilm ki haqeeqat kyaa Jaisi jis ke gumaan mein aaee Aankh neechi huee arey ye kyaa Yoon gharaz darmiyaan mein aaee Main payamber naheen Yagana sahi Is se kyaa kasr shaan mein aaee
”
”
Anisur Rahman (Hazaron Khawaishen Aisi: The Wonderful World of Urdu Ghazals)
β€œ
Jab Uska Janam Hota Hai Or Wo Is Duniyaa Me Aata Hai Ye Soch Kr Ki Bhaher Ki Duniyaa Bhut Khubsurat Hai Or Sidhe Apni Maa Ke Haatho Me Aaa Jata Hai Use Itna Pyaar Milta Hai Ki Uski Ankhe Bher Aati Hai Apne Maa Ko Itna Khush Dekh Kr Use Ehsaas Hota Hai yahi Hai Jisne Mujhe Itne Saalo Se Apne Sheene Se Laga Kr Rakhaa Hai Or Uske Liye Wo Duniyaa Ki sabsee Anmol Cheez Hai Use Nhi Pata Ki Wo Kon Hai Bs Ak Ehsaas Hai Jo Use Us Se Jodta Hai Poori Duniyaa Me Use Khuch Dhikhta Hi Nhi Jese Wo Apni Aankhe Band Kr Ke Apne Ehsaas Ke Sath Judaa Ho Or Us Ehsaas Se Kabhi Alag Nhi Hota Chahta.
”
”
Ashutosh Chaudhary