Wo Hai Quotes

We've searched our database for all the quotes and captions related to Wo Hai. Here they are! All 34 of them:

β€œ
Allah Ki Mohabbat Ke Siwa, Har Mohabbat Ko Zawal Hai. Rab Ki Mohabbat Ke Illawa Duniya Ki Koi Mohabbat Sachi Nahi, Aur Rab Asliyat Dekha Deta Hai. Har Rishte, Har Mohabbat Ki. Phir Wo Sab Kuch Dekha Ker Adami Se Kehta Hai, "Ab Bata Tera Mere Siwa Kon Hai?
”
”
Umera Ahmed (Shahr E Zaat/شہر Ψ°Ψ§Ψͺ)
β€œ
Allah ki mohabbat k siwa har mohabbat ko zawal hai. Phir wo asliyat dikha deta hai har rastay, har mohabbat ki. Aur phir wo sab kuch dikha kar aadmi say kehta hai ab bata tera mera siwa aur kaun hai?
”
”
Umera Ahmed
β€œ
Jo bhi hai wo thik hai....... Zikr kyun karen... Hum hi sab Jahaan ki........Fikr kyun karen.... Jab use hi gham nhi....kyun hame ho gham... Aasma pe hai khuda....aur zamin pe hum...
”
”
Sahir Ludhianvi
β€œ
Pyaar-Vyaar karke kuch nahi hota. Jo hota hai wo Hawas hai aur kuch nahi.
”
”
SuperAditya
β€œ
SeaMurgh ne teen baar phosphorus ki batti band ki aur goya hua: Tu theek kehta hai main janta hun sirf insaan sakin hai, kayinaat ki baqi tamam cheezain mutaharrik hain kyun ke insaan Matlub hai aur baqi her shay Taalib... Afsos insaan ne apnay aap ko Matlub ki jaga se hataa ker Taalib bana liya, isi liye gerdish main hai. Werna wo is qadar deewanay.pan ka shikar na hota aur ab tak Allah ki raza ko paa leta
”
”
Bano Qudsia (Raja Gidh / Ψ±Ψ§Ψ¬Ω‡ Ϊ―Ψ―ΪΎ)
β€œ
Jee Utha' Sanson mein jo samaye wo, Ragon mein ghul jaaye jo, Haan issi se hai chalta ye jahan, Ishq ka hai wo jalwa bepanah. Rok sake no koi jo, Pyaar hai sailaab wo, Jee utha jo pada iskaa saya, Khoya jo dil sab kuch hai paya.
”
”
Sumit Agarwal (The Four Patriots)
β€œ
Rishte Aak Dhaage Se Baadhe Hote Hai Jiskee Door Kisi Ak Ke Hath Me Hotti Hai Aak khechata Hai Or Doosra Use Thaame Rehta Hai Jab tak Wo Thaame Rehta Hai Rishta Bana Rehta Hai Bhaale Hi Us Rishate Me khuch Rahe Yaa Na Rahe Ager Essa Khuch Apki Life Me Hai Too Us Dhaage Ko Itna Mat Kheech Dena Ki Thamne Wada Hi Toot Jaaye Or Aap Tanhaa Rah Jaaye Kyu Ki Fir Wo Saathi Bapas Nhi Aayega Kisi Ko Giraana Per Itna Nhi Ki Wo Girna Hee Bhool Jaaye.
”
”
Ashutosh Chaudhary
β€œ
TUJHE WAPIS MEIN LAUN KAISE... Tere bin jeena is dil ko sikhaun kaise, Hoon dil shikasta, tujhe wapis mein laun kaise, Tujhe yaad kar k jo girtay hein aansu mere, Dunya walon se unko chhupaun kaise, Baad tere jo kuch bhi hai beeta mujh par, Dastaan wo mein tujh ko sunaun kaise, Wo jo soya tu us din to na utha kabhi, Raha sochta mein k tujh jo jagaun kaise, Poochtay hein yeh jo mujh se k tu kaisa tha, Teri azmat ka inko bataun kaise, Tujhe bichhray ik arsa ab hone ko hai, Magar is dil ko yeh yaqeen mein dilaun kaise, Chehray ki is hansi pe na jao yaaron, Tum ko dil k zakham mein dikhaun kaise, Tere hone se hi hansta tha yeh dil saadi, Hoon pareshan ab isko hansaun kaise…!
”
”
Saad Salman
β€œ
WO PAL BHI KYA PAL THE WO PAL BHI KYA PAL THE. JO BITE HUE KAL ME THE. BITAYA THA EK WAQT UN DOSTO KE SATH BHULE BISRE UN RATO KE SATH. JITE THE HUM BHI GURUR ME ZINDAGI NA HARNE KE SURAT ME YE ZINDAGI. MILI THI JAB PAHLI NAZAR TUJHSE. GUM HO GAYA THA YE DIL KAHI MUJHSE. RUK GAYA THA WAQT JAISE. THAM GAYI THI YE SAANSE VAISE. WO PAL BHI KYA PAL THE. JO BITE HUE KAL ME THE WO CHUP CHUP KAR TUJHE DEKHNA. WO KHAWABHO ME BHI TUJHE DEKHNA WO DUAON ME TUJHE MANGNA WO NIGAHON ME TUJHE BAITHANA YAAD HAI WO SAB…. WO PAL BHI KYA PAL THE JO BITE HUE KAL ME THI TAB DIKHAYA TUNE. SACH HI BATAYA TUNE BIKTI HAI JAHAN ME SURAT NA HAI SIRAT KA KOI MOL. MILTI HAI MOHABBAT YAHA KAUDIYO KE MOL. ZIDD THI MERI BHI TUJHE PANE KI. EK DIN TUJHE EHSAS DILANE KI. SURAT TO BAS DO DIN KI KAHANI HAI. SIRAT HI ZINDAGI BHAR KAAM ANI HAI. AJ HOTA HAI TUJHE BHI MAHSOOS. JO KAL MUJH PAR THI BITI. AJJ WO TUJHKO HAI JINI . SAHI KAHA HAI KISI NE MOHABBAT KISI KO PAGAL BANA DE. TO KISI KO PATTHAR BANA DE. WO PAL BHI KYA PAL THE. JO BITE HUE KAL ME THE.
”
”
Renu Maurya
β€œ
Unke dekhe se jo aa jaati hai muh pe raunak … Wo samajhte hain ki beemaar ka haal achha hai … Dekhiye paate hain ussaak buttoon ee kyaa Faiz … Ek Brahman ne kaha hai ki ye saal achha hai
”
”
Neeraj Pandey (Ghalib Danger)
β€œ
Wish we could choose our problems...eg; god bolte, beta 60 probs hai teri poori life mai... Bata kaunse 60 chahiye.. and then bargaining with god "ye nahi wo dijiye" "ye thoda kum nahi ho sakta" "usko itna simple wala diya, muje bhi waisa wala dijiye na" ;) haha
”
”
honeya
β€œ
Yaari yaari har koi karda ve, yaaron rog a-valla hai, yaari de buss jo pai jaawe wo pagla wo jhalla hai.. Na chode yaariyan ~ Cocktail
”
”
honeya
β€œ
The radif is a rhyming alphabet, word or a phrase appears at the end of the first line of a ghazal and at the end of the every second line of each sher in the same ghazal. In other words, the radif demands a portion of the first line comprising not more than 2 to 3 words. For example, Yad hai is a radif in the following sher Chupke chupke rat din ansu bahana YAD HAIΒ Β Β Β  Hamko apni ashiqi ka wo zamana YAD HAI Β  Hai is a radif in the following sher Hangama hai kyun barpa thodi si jo pi li HAI Daka to nahin dala chori to nahin ki HAI
”
”
R.K. Das (Essays on Poetry and Music of Indian Ghazals)
β€œ
This is an awesome(probably not very famous) one liner in hindi on engineers. I could not stop myself: Aamir Sarfraz (aamir rajput khan) "Chaar saal lagte hai insaan ko engineer banne mein phir chahe wo puri zindgi laga rahe dubara insaan nahi ban sakta" Translation in English: "It takes four years for a uman to become engineer after that even if he tries for whole life he can't become human again
”
”
Aamir Sarfraz (aamir rajput khan)
β€œ
Har chand ho mushaahada-e-haq ki guftogo, Bantee nahin hai baada wo saaghar kahe baghair.
”
”
Hasan Suhail Siddiqui (DUSK TO DUSK The Eternal Flame of Mirza Ghalib Urdu Poetry (The Mirza Ghalib Collection))
β€œ
kabhi itni khushi hui ki apko ronaa aa gaya ho ! Jise pyaar me dard hota hai use pyaar me wo khushi nhi mili jo us insaan ko mili jo khushi me bhi royaa hai
”
”
Ashutosh Chaudhary
β€œ
Ye khahaani us ladki ki hai jisne kabhi kisi se pyaar kiya tha or kerti hai or kerti rahegi. Usne kabhi khuch maaga hi nhi tha zindaagi se. Bs ak hassi jo wo us insan ke chahre per dekhna chahti thi jise dekh kr uska chehra khil jaata tha. Jiske liye wo sab khuch h uski zindaagi. ! Jese kisi pyaase ko pani mil jaaye or use santusti mil jaati hai Asi hai isaki khahaani. comig up...
”
”
Ashutosh Chaudhary
β€œ
Alfazon Me Wo Dam Kahan Jo Bayan kare Shakhsiyat Hamari, Rubaru Hona hai to Aghosh Me Aana Hoga, Yun Dekhne Bhar Se Nasha Nahi Hota Jaan Lo Shaaqi, Hum Ek Zaam Hain, Hamen Honthon se lagana Hoga…!!!!!! Hamari Aah se Paani me bhi Angare Dahak Jate hain, Hum se Mil Kar Murdon ke bhi Dil Dhadak Jate Hain….. Gustakhi Mat Karna Hum se Dil Lagane ki Shaaqi, Hamari Nazron se Takra ke May ke Payale Chatakh Jate Hain !!!!!!!!
”
”
Vishal Singh
β€œ
Pyaar-Vyaar karke kuch nahi hota. Jo hota hai wo bas Hawas hai aur kuch nahi.
”
”
Aditya Sharma
β€œ
Dio, che mi hai dato questo cuore... mi sono chiesto molte volte... perchΓ© sia successo proprio a me. Molte volte ti ho odiato. PerΓ²... Ho dei genitori di cui vado molto fiero. Ho una ragazza che dice di amarmi. Dio... Io sono felice. Sono l'uomo... piΓΉ felice del mondo.
”
”
Kotomi Aoki (Boku no Hatsukoi wo Kimi ni Sasagu - Secret Unrequited Love (Volume 12))
β€œ
Hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle Bohat niklay mere armaan, lekin phir bhi kam nikle Daray kyon mera qaatil? kya rahega us ki gardan par? Voh khoon, jo chashm-e-tar se umr bhar yoon dam-ba-dam nikle Nikalna khuld se aadam ka soonte aaye hain lekin Bahot be-aabru hokar tere kooche se hum nikle Bharam khul jaaye zaalim! teri qaamat ki daraazi ka Agar is tarahe par pech-o-kham ka pech-o-kham nikle Magar likhvaaye koi usko khat, to hum se likhvaaye Hui subaha, aur ghar se kaan par rakh kar qalam nikle Hui is daur mein mansoob mujh se baada aashaami Phir aaya voh zamaana, jo jahaan mein jaam-e-jaam nikle Hui jin se tavaqqa khastagi ki daad paane ki Voh ham se bhi zyaada khasta e tegh e sitam nikle Mohabbat mein nahin hai farq jeenay aur marnay ka Usi ko dekh kar jeetay hain, jis kaafir pe dam nikle Zara kar jor seene par ki teer-e-pursitam niklejo Wo nikle to dil nikle, jo dil nikle to dam nikle Khuda ke waaste parda na kaabe se uthaa zaalim Kaheen aisa na ho yaan bhi wahi kaafir sanam nikle Kahaan maikhane ka darwaaza Ghalib aur kahaan vaaiz Par itna jaantay hain kal voh jaata tha ke ham nikle Hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle Bohat niklay mere armaan, lekin phir bhi kam nikle...
”
”
Asadullah Khan Ghilib
β€œ
Maa, wo raaz-e-zindagi hai jo har lafz mein chhupa hai, jaise ke koh-e-qafas ki gehraaiyon mein. Uski muskurahat se noor barasta hai, jaise ke mausam-e-bahar mein phoolon ki khushboo. Uske pyaar mein jazbaat ki lehar chhupi hai, jo samandar ki gehraaiyon ko chhoo leti hai. Maa, har lafz uski ek dua hai, har nazar uski ek ibadat. Uski mohabbat mein rehmat chhupi hai, jise paak hawaon mein mehsoos kiya ja sakta hai. Uski azmat un pahaaron se bhi ooncha hai, jo aasman ki bulandiyon ko chhoo leti hain.
”
”
Huzefa Nalkheda wala
β€œ
Tumhare bina zindagi" Main tumhare sath hamesha hoon, bas ye baat samajh lo Meri mohabbat sacchi hai, is ko apna yaqeen maan lo Tumhare bina zindagi, bas ek khaali kitaab hai Meri har saans tumhare naam, is ko apna khwab maan lo Ye jo shak ke saaye hain, inhein tum door kar do Meri wafa ko samjho, meri jaan, is ko apna haq maan lo Main jo toota hoon, ye tumhare gham mein hai Meri mohabbat ki shiddat, is ko apni aas maan lo Tum se bicharna, ye mera naseeb nahi ho sakta Meri jaan, mere dil ki baat sun lo, mujhe apna naseeb maan lo Jo dard tumhare dil mein hai, wo mere dil mein hai Meri mohabbat ki gawahi, is ko apna sukoon maan lo Main tumhara tha, tumhara hoon, aur tumhara rahoonga Meri jaan, is haqeeqat ko apne dil mein amanat maan lo Ab jo dil mein basa hai, wahi rahega hamesha Mere ishq ki shiddat, is ko apni jaan ka hissa maan lo Shaista, meri pyari Shaista, bas itni si guzarish hai Meri jaan, mujhe apna samajh lo, aur kabhi chhod ke mat jao
”
”
Janid Kashmiri
β€œ
Jo badal jaye, wo Yaar kaisa ? Jo chor jaye, wo saath kaisa ? Log aksar kehte hai, Tujhe firse pyaar ho jayega Par jo firse ho jaye, Wo pyaar kaisa ?
”
”
Swastika Shikhar
β€œ
Suna hai... Wo aaj kal Hume bara yaad karte hai... Ab unhe humse mohobbat hai ya koi kaam... Ye toh khuda hi jaane...
”
”
Swastika Shikhar
β€œ
Agar ap kisi se mohobat karte hain aur apki mehbooba ap se mohobat karti hai To kuch log apke saath khare honge aur kuch logon apke khilaf. Agar ap ne aur ap ki mehbooba ne sabar se kaam liya aur sirf sabar se hi kaam liya. To ap apni mohobat ko paa lenge. Aur jo log apke khilaf honge wo apke samne haar jayenge aur majbor ho jayenge
”
”
Sher E Yazdan
β€œ
Agar ap apni mehbooba se mohobat karte hain Aur apki mehbooba ap se mohobat karti hai. To kuch log apke saath khare honge aur kuch log apke khilaf. Agar ap ne aur apki mehbooba ne sabar se kaam liya aur sirf sabar lete rahe to ap apni mohobat ko paa lenge aur jo kuch apke khilaf honge wo apke samne haar jayenge aur wo majbor ho jayenge k ab ye log humare saath kya karege. Lehaza uske baad bhi apne kuch nahi karna bas ek dusre ko khush rakhna hai aur yahi ek sabar ja fun seekhna hai.k kon apka apna hai aur kon nahi.
”
”
Sher E Yazdan
β€œ
It is a Myth that god forgives u for your sins.... Jitna hisaab banta hai na saab, utnaa chukaana hi padta hai, (no waivers and schemes) wo bhi idhar hi.. Isi life main ;) Doesn't mean that you stop praying, selfish logo, Continue praying so that aur paap na karo...
”
”
honeya
β€œ
Choti moti Baton se wo Gila Nai karte, Jinhe Sikandar bana hota Hai wo Airon Gairon se Lada Nai karte.
”
”
Anoynomous
β€œ
LOVE SHAYARI |HINDI LOVE SHAYARI|HINDI LOVE SHAYRI WITH IMAGES HAZAR CHAHERON ME HINDI LOVE SHAYARI Hazaar chaheron me ek tum hi dil ko ache lage Warna na chahat ki kami thi na chahane Walon ki PYAR WO NAHI HINDI LOVE SHAYARI Pyaar wo nahi jo duniya ko dikhaya jaye pyar wo hai jo dil se nibhaya jaye KOI GUNAH NAHI LOVE SHAYARI pyar karna koi gunah nahi hota pyar se pyara koi jazbaa nahi hota pyar ka rishta isliye chipana padta hai kyon ke suchaa pyar logo se bardasht nhi hota ...... FOR MORE LIKE THIS PLEASE VISIT HINSMEER.BLOGSPOT
”
”
Hinsmeer
β€œ
arj kiya hai, itna na haso tum, itna na haso tum, ke us hasi ko tum behne sea rok na pao. agar wo behe gaye to khuda bhi tummhe rok na payega bhene se..
”
”
NIRVEEK DAS
β€œ
Ab wafa se mukar gaya hai dil, Ab mohabbat se dar gaya hai dil, Ab saharon ki baat mat karna, Ab dilason se bhar gaya hai dil, Jab bulate the zinda dil the hum, Ab na aao ke marr gaya hai dil, Kya bhala dhundhate ho seene me, Jaan se bhi guzar gaya hain dil, Ab wo pagalpan h na wo wehshat h Chot kha kar sudhar gaya hain dil
”
”
Sailesh
β€œ
Jab Uska Janam Hota Hai Or Wo Is Duniyaa Me Aata Hai Ye Soch Kr Ki Bhaher Ki Duniyaa Bhut Khubsurat Hai Or Sidhe Apni Maa Ke Haatho Me Aaa Jata Hai Use Itna Pyaar Milta Hai Ki Uski Ankhe Bher Aati Hai Apne Maa Ko Itna Khush Dekh Kr Use Ehsaas Hota Hai yahi Hai Jisne Mujhe Itne Saalo Se Apne Sheene Se Laga Kr Rakhaa Hai Or Uske Liye Wo Duniyaa Ki sabsee Anmol Cheez Hai Use Nhi Pata Ki Wo Kon Hai Bs Ak Ehsaas Hai Jo Use Us Se Jodta Hai Poori Duniyaa Me Use Khuch Dhikhta Hi Nhi Jese Wo Apni Aankhe Band Kr Ke Apne Ehsaas Ke Sath Judaa Ho Or Us Ehsaas Se Kabhi Alag Nhi Hota Chahta.
”
”
Ashutosh Chaudhary
β€œ
Tum Ek Aaas thi Tum Ek Ahsaas thi Har Chhaatra ke dil me chuppa hai jo | Tum wo kaash thi Aaj bhi yaad hai wo din mujhe jab hab rubaru huye thee uss paar jab milenge kabhi tab bataunga mere liye tum kitni khass thi
”
”
Ankit Yadav