Par Urdu Quotes

We've searched our database for all the quotes and captions related to Par Urdu. Here they are! All 17 of them:

Khush hotey hain par vasal mein yun mar nahin jaatey, Aaee shab-e hijra ki tamanna mere aagey. [Vasal: union, shab-e hijra : night of separation] The intense desire to die that I had in the night of separation has been fulfilled today by the intense bliss of union.
Hasan Suhail Siddiqui (DUSK TO DUSK The Eternal Flame of Mirza Ghalib Urdu Poetry (The Mirza Ghalib Collection))
Ranj se khugar hua insaan to mit jaata hai ranj, Mushkilein mujh par padee Itni ke aasaan ho gaeen. If a human being gets accustomed to grief, then grief disappears. I suffered so many hardships, that they became easy to bear.
Hasan Suhail Siddiqui (DUSK TO DUSK The Eternal Flame of Mirza Ghalib Urdu Poetry (The Mirza Ghalib Collection))
TUJHE WAPIS MEIN LAUN KAISE... Tere bin jeena is dil ko sikhaun kaise, Hoon dil shikasta, tujhe wapis mein laun kaise, Tujhe yaad kar k jo girtay hein aansu mere, Dunya walon se unko chhupaun kaise, Baad tere jo kuch bhi hai beeta mujh par, Dastaan wo mein tujh ko sunaun kaise, Wo jo soya tu us din to na utha kabhi, Raha sochta mein k tujh jo jagaun kaise, Poochtay hein yeh jo mujh se k tu kaisa tha, Teri azmat ka inko bataun kaise, Tujhe bichhray ik arsa ab hone ko hai, Magar is dil ko yeh yaqeen mein dilaun kaise, Chehray ki is hansi pe na jao yaaron, Tum ko dil k zakham mein dikhaun kaise, Tere hone se hi hansta tha yeh dil saadi, Hoon pareshan ab isko hansaun kaise…!
Saad Salman
SUCH WAS HIS CONFIDENCE IN HIS FREEDOM THAT HE NEVER SPREAD HIS WINGS TO CHECK उसे इतना भरोसा था अपने आज़ाद होने पर की तमाम ज़िन्दगी उसने फैलाए ही नहीं पर USEY ITNA BHAROSA THA APNE AAZAD HONE PAR KI TAMAM ZINDAGI USNE PHAILAYE HI NAHIN PAR
Vineet Raj Kapoor
Use door se hi dekhta raha bas yuhi waqt katta raha Na jaane kyu nigahe thami rahi bas uske chahre pe hi thami rahi Kabhi Chand samajhkar to kabhi chandani Hum use dekhte rahe tarjeeb se par kabhi socha na tha ki unka kabhi didar hoga itne kareeb se
Film-Table No 21 Indian
Bharatendu’s ninety-eight-verse speech ‘Hindi Ki Unnati Par Vyakhyan’ (Lecture on the Progress of Hindi) at the inaugural meeting of the Hindi Vardhini Sabha in Allahabad established his standing as leader of the Hindi movement. More diatribes against Urdu would follow from Bharatendu, but he did not live to see the result of his efforts. He died in 1885 at the age of thirty-five. The year 1893 saw the establishment of the Nagari Pracharini Sabha in Banaras, the most influential body for advocating use of the Hindi language and the Devanagari script.
Akshaya Mukul (Gita Press and the Making of Hindu India)
Gazal of Janid Kashmiri {NAHI HAI GHAM SIRF TUM KO } Nahi hai gham sirf tum ko, Mujhe bhi gham hai bohot jana, Ye zindagi ki raahon mein, Hai humne dukh se bhi takrana. Tumhare aansoon hain qeemti, Mere bhi dard hain kahin chhupay, Par humko mil kar chalna hai, Har mushkil se humko ladna hai. Raat ke andheron se darte nahi, Subah ki roshni ko paana hai, Dil mein umeedon ka chirag jalao, Har rukh ko roshan kar dena hai. Ghamon ki baarishon mein bhi, Sang rahe humara pyaar, Ek doosre ka saath denge, Mushkil ghadiyon ko aasan karenge. Tum ho meri zindagi ka rang, Meri khushi, meri duniya ho, Mushkil raahon pe chal kar bhi, Har manzil tumse hi roshan ho. To chalo saath hum mil kar, Har gham ko hum saath sahenge, Mere haath mein tumhara haath ho, Har dukh ko hum khushiyon mein badal denge.
Janid Kashmiri
Most famous poetries and lines of Wajid shaikh 1. Waqt khraab tha isme sawaal kaisa Apne hi gair the isme malaal kaisa 2. Be-basi hain ek chuban si hain Khush hain par ek ghutan si hain 3. Hoti rahegi mulakaatein tumse Nigaaho se durr ho dil se nahi 4. Khamoshi se matlab nahi matlab nahi Matlab baato se hain,din toh guzar hi jaaege masla rato se hain 5. Chaand khud apne ujaalo ka nahi Tu khaakh hain kare,gumaan kaisa 6. Yeh kisne kaha ke woh tujhe dil se chah raha hain Kisi ko bhoolne ke liye woh tere pass aa raha hain 7. Phir har chiz se dil uth gaya Phir wahi uljhane humaari hain 8. Khwaab pasand hain mujhe Aksar wahi humari mulaaqat hoti hain 9. Khwaab hi aasra hain mulaaqaat ka Hui muddat ab khwabo mein bhi na mile 10. Kitna humne samjha hain naa hi aaj humne jaana hain Aasmaan ke aage bhi ek duniya hain,waha bhi ek zamaana hain 11. Khuda ke bando ka dil dhuka kar Khuda ko raazi karne chale hain log 12. Kuch logo se mil kar mene yeh jana Kuch logo se na milo toh behtar
Wajid Shaikh (Sukoon)
Just a grain can bring a bird down from the skies. Hindi/ Urdu Translation: Ek dana bhar hi chidiya ko zameeN par la sakta hai.
Vineet Raj Kapoor
Neend uski hai, dimagh uska hai, raatein uski hain, Teri zulfein jiske baazoo par pareshaan ho gayeen.
Hasan Suhail Siddiqui (DUSK TO DUSK The Eternal Flame of Mirza Ghalib Urdu Poetry (The Mirza Ghalib Collection))
Rau mein hai rakhsh-e umar kahaan dekhiye thamay Na haath baag par hai, na paa hai rakaab mein
Hasan Suhail Siddiqui (DUSK TO DUSK The Eternal Flame of Mirza Ghalib Urdu Poetry (The Mirza Ghalib Collection))
Sab raqibon se hon nakhush par zanaan-e misr se, Hai Zulaikha khush ki mahav-e maah-e kanaan ho gayeen.
Hasan Suhail Siddiqui (DUSK TO DUSK The Eternal Flame of Mirza Ghalib Urdu Poetry (The Mirza Ghalib Collection))
Kahaan maikhaane ka darvaazaa 'Ghalib' aur kahaan vaaiz, Par itnaa jaante hain ki vo jaataa thaa ke ham nikale
Hasan Suhail Siddiqui (DUSK TO DUSK The Eternal Flame of Mirza Ghalib Urdu Poetry (The Mirza Ghalib Collection))
Unke dekhe se Jo aa jaatee hai munh par raunaq, Woh samajhte hain ke beemaar ka haal achcha hai. The beloved visits her suffering lover whose face lights up on seeing her. And she wrongly thinks that the lover is well and gives him no sympathy.
Hasan Suhail Siddiqui (DUSK TO DUSK The Eternal Flame of Mirza Ghalib Urdu Poetry (The Mirza Ghalib Collection))
FariQ hua zindgi ke uss Modh par, Labzo'n se Lafzo'n ka tha yeh Silslaa. parindhey na the jannat ke, Raasta Jahanum ka bhi khoo Diye
Samar Sudha
Tum nahin jaantey naeem, aurat jab muhabbat karne par aati hai tou khatam hojaati hai.Muhabbat karne ke liye itna bara dil chahiye.
Abdullah Hussain (Udaas Naslain)
Aatish hoon toh jaley bina bujhney wala nai hoon... Parta rahoonga falsafa-e-zindagi aakhir tak... Main kisi ek warq par rukney wala nai hoon... Tootney ke khauff se waqif hoon raqeeb ki tarah... Magar yakeen rakhta hoon ke bikharney wala nai hoon.. Manzil ko kabhi issi shauq se taih hi nai kiya... Jaanta hoon, Main kisi ek meel pathar par thehraney wala nai hoon...
Jasz Gill