“
han dil udaas ha
magar
ab na teri koi aas ha
zamana chora tujhay apna banaya
tu ne hamein thukraya zamana apnaya
ab jab zaroorat hay mujhay zamany ki
tujhay b nahi koi zarorat ab laut any ki
teri in adaaon ko jan gya mein
yeh wohi adat purani c
masoom dilon say khelna
han yeh wohi kahani c
rabba tu dikha dena issy bhala rasta
kahin na le bethy baduwa kisi tootay dil say
ye larki jan k jo bani anjani c.........xx
”
”