Jaat Quotes

We've searched our database for all the quotes and captions related to Jaat. Here they are! All 10 of them:

Satya anubhuti no visaya chhe. Nahitar aakhi Geeta sambhadya pachhi Arjun Krishna na thai jaat! To aevi ghatana kyanthi aavat?Aane Arjune ne Krishna ae Anugeeta kem sanbhadavi padat pachhi guidebook tarike.
Jay Vasavada (JSK : Jay Shree Krishna)
Kaun bata sakta hai yeh mulaqaat pehli yaan aakhri hai.. Na jaane kitni baar mil chuka hoon tujhse aur kitni baar abhi milna baaki hai... Har daur mein hota hai koi kirdaar mere jaisa.. Na jaane kitne qisson me zikar hai mera aur kitni kahaniyon mein abhi likhna baaki hai... Sadiyon se chal hoon ekk kaafile ke saath saath.. Na Jaane kin Manzilon ki talaash hai aur kahan abhi Pahunchna baaki hai... Suna hai Sau raaste jaate hai usski jaanib ki taraf ... mujhe ek bhi nai mila, lagta hai nasamajh kadmon ka abhi Bhatkna baaki hai... Na thama hai, na hi thamega yeh ranjishon ka silsilaa 'Mehram.. Na jaane kitni dafa toota hoon abhi kitna aur bikhrana baaki hai... Khwabon me khawab dekh raha hai ek mitti ka bhut zameen pe.. Uske Khwabon ki ajal mein bas Palkon ka jhapkana baaki hai... Wajood-e-adam ke dayaron se nikal toh chuki hai zaat meri.. Bas saanson ka rukna aur rooh ka bicharna baaki hai.. Uss roshni ki talaash mein jo phir raha hai dar-ba-dar... Dekh Patangey ney Samait liya haunsla usme Jitnaa abhi baaki hai... Kaun bata sakta hai yeh mulaqaat pehli yaan aakhri hai Na jaane kitni baar mil chuka hoon tujhse aur kitni baar abhi milna baaki hai...
Jasz Gill
CARELESSLY SEEN DREAMS WITHER AWAY YOU MUST LEARN THE SKILL OF DREAMING LAPARWAHI SEY DEKHE SAPNE ZAYA HO JAATE HAIN TUMHEIN SAPNE DEKHNE KA HUNAR SEEKHNA CHAHIYE
Vineet Raj Kapoor
I, at least come after making you wait. (Hum intezaar karwa kar, kam se kam aa to jaate hain)
Waqar Naqvi
Soch gambhir ho to faisle kamzor ho jaate hain
Sumedha Mahajan (MILES TO RUN BEFORE I SLEEP: HOW AN ORDINARY WOMAN RAN AN EXTRAORDINARY DISTANCE)
Baatein hain sab saali baatein hain, kehate hain phir bhool jaate hain... ~ Johnny Gaddar
honeya
Zindagi ke kisse, chand lamhon mein rachay, Aate hain log, rang bharne, phir chale jaate hain saath chhod ke. Mulaqatein adhuri si, baatein teri yaadon mein khoyi, Tanha safar, kyun lagta hai, kahani mein hai kuch khaas baat. Tooti doriyan, rishton ke silsile mein chhupi hain, Har musafir le kar aata hai, ek anokhi kahani, phir raahein hi bhatak jaati hain.
Huzefa Nalkheda wala
zabaan o dahan se jo khulte nahii.n hai.n vo khul jaate hai.n raaz aksar nazar se Eyes often disclose those secrets which the mouth and tongue so firmly secure.
amn lakhnavi
girte aa.nsuu pochhiye ruKHsaar se sa.ng kaT jaate hai.n aksar dhaar se (Wipe off the tears that flow down the cheeks. Streams of water can cut even through rocks. The face is too delicate to survive the current (of tears).)
Ghufran Afridi
aapke pyar se bolne pr to hm ye dil b haar baithe the ji thoda or pyar jta dete thoda or pyar jta dete jo suni zindagi bachi h ye b haar he jaate ji
Kutta